Syed Naseer Uddin Naseer Sahab
Golra
39 kalaams by Syed Naseer Uddin Naseer Sahab are in this collection, across 10 sections. Each is listed below with its opening line.
Sections
- 14 in Naat -E- Shareef
- 4 in Manqabat -E- Sayyida -E- Kayenath S.A
- 3 in Manaqib Mix
- 3 in Manqabat -E- Bade Peer Sarkar R.A
- 3 in Manqabat -E- Hz Imame Hussain A.S
- 3 in Nisbati Kalaam
- 3 in PDF VIEW
- 2 in Manqabat -E- Khwaja Ghareeb Nawaz R.A
- 2 in Manqabat -E- Maula -E- Kayenath A.S
- 2 in Milad Shareef
39 kalaams
- Aag Si Dil Me Lagi Aankh Se Chalka Paani
Aag Si Dil Me Lagi Aankh Se Chalka Paani / Kiska Gham Hai Ke Hua Apna Kaleja Paani.
- Ajmer Ke Waali
Usman Ke Laal Aapka Darbar Hai Aali / Ajmer Ke Waali
- Aastan Hai Ye Kis Shaahe Zeeshan Ka
Allah Re Kya Bargahe Ghouse -E- Jali Hai / Gardan Ko Jhukaye Hue Ek Ek Wali Hai
- Faiz -E- Nisbath
Naat
- Allah Ahle Baite Payambar Ke Saath Hai
Allah Ahle Baite Payambar Ke Saath Hai / Islam Ka Waqar Issi Ghar Ke Saath Hai.
- Allah Re Kya Bargahe Ghouse -E- Jali Hai
Ya Ghouse Ya Meeran Abdul Qadir Shahe Jeelani / Tumhi Ho Mehboobe Subhani Khutbe Rabbani.
- Banke Tasweere Gham Rehgaye Hain
Banke Tasweere Gham Rehgaye Hain / Khoye Khoye Se Ham Rehgaye Hain.
- Ho Nahi Sakti Raqam Binte Shahe Bat'ha Ki Shaan
Ho Nahi Sakti Raqam Binte Shahe Bat'ha Ki Shaan / Kya Bayaan Ho Qatra -E- Nacheez Se Dariya Ki Shaan.
- Ab Tangi -E- Daman Pe Na Jaa
Ab Tangi -E- Daman Pe Na Jaa Aur Bhi Kuch Maang / Hain Aaj Wo Ma'il Ba Ata Aur Bhi Kuch Maang.
- Tazmeenaat -E- Naseer
Tazmeenaat
- Kiya Jo Wirde Zubaan Tera Naam Ya Zahra
Kiya Jo Wirde Zubaan Tera Naam Ya Zahra / Ruka Kabhi Na Koi Mera Kaam Ya Zahra.
- Dar Guzar Ki Khu Tabiyath Me Karam Jauhar Me Hai
Dar Guzar Ki Khu Tabiyath Me Karam Jauhar Me Hai / Hubahu Seerat Muhammad Ki Tere Paikar Me Hai.
- Kyun Kar Na Ho Miyaar -E- Saqa Fatima Zahra
Kyun Kar Na Ho Miyaar -E- Saqa Fatima Zahra / Hai Dukhtare Mahboobe Khuda Fatima Zahra.
- Sartaajan Ke Taaj Moinuddin
Khwaja -E- Khwajgaan Moinuddin / Faqre Kauno Makaan Moinuddin.
- Pada Hoon Dar Pe Tere Misle Kaah Ya Zahra
Pada Hoon Dar Pe Tere Misle Kaah Ya Zahra / Mile Faqeer Ko Khairath -E- Jaah Ya Zahra.
- Aqse Rooe Mustafa Se Aisi Zebaayi Mili
Aqse Rooe Mustafa Se Aisi Zebaayi Mili / Khil Utha Range Chaman Phoolon Ko Ranaayi Mili.
- Arshe Naaz
Farsi Kalaam
- Raaste Saaf Bataate Hain Ke Aap Aate Hain
Raaste Saaf Bataate Hain Ke Aap Aate Hain / Ham To Mehfil Ko Sajaate Hain Ke Aap Aate Hain.
- Manzar Faza -E- Dahr Me Saara Ali Ka Hai
Manzar Faza -E- Dahr Me Saara Ali Ka Hai / Jis Simt Dekhta Hoon Nazara Ali Ka Hai.
- Taari Hai Ahle Jabr Pe Haibath Hussain Ki
Taari Hai Ahle Jabr Pe Haibath Hussain Ki / Allah Re Ye Shaane Jalaalath Hussain Ki.
- Teri Shaan Sabse Juda Ghouse -E- Aazam
Teri Shaan Sabse Juda Ghouse -E- Aazam / Na Pohonche Tujhe Auliya Ghouse -E- Aazam.
- Unke Andaaze Karam Unpe Wo Aana Dil Ka
Unke Andaaze Karam Unpe Wo Aana Dil Ka / Haaye Wo Waqt Wo Baatein Wo Lagana Dil Ka.
- Qudrat Ne Aaj Apne Jalwe Dikha Diye Hain
Qudrat Ne Aaj Apne Jalwe Dikha Diye Hain / Aamad Pe Mustafa Ke Parde Utha Diye Hain.
- Chand Taare Hi Kya Dekhte Rehgaye
Chand Taare Hi Kya Dekhte Rehgaye / Unko Arzo Sama Dekhte Rehgaye.
- Kabhi Unka Naam Lena Kabhi Unki Baat Karna
Kabhi Unka Naam Lena Kabhi Unki Baat Karna / Mera Zouq Unki Chahat Mera Shouq Unpe Marna.
- Hue Hain Deeda -O- Dil Mehwe Shaane Ganje Shakar
Hue Hain Deeda -O- Dil Mehwe Shaane Ganje Shakar / Zahe Naseeb Mila Aastane Ganje Shakar.
- Mushda -E- Taskeen Faza Ganje Shakar Ka Urs Hai
Mushda -E- Taskeen Faza Ganje Shakar Ka Urs Hai / Ghamzadon Ka Aasra Ganje Shakar Ka Urs Hai.
- Janasheen -E- Qutb -O- Dilbande Umar Ka Urs Hai
Janasheen -E- Qutb -O- Dilbande Umar Ka Urs Hai / Aaj Zuhd -Ul- Ambiya Ganje Shakar Ka Urs Hai.
- Ek Mai Hi Nahi Unpar Qurban Zamana Hai
Ek Mai Hi Nahi Unpar Qurban Zamana Hai / Jo Rabbe Do Aalam Ka Mehboob -E- Yagana Hai.
- Ghulam Hashr Me Jab Sayyadul Wara Ke Chale
Ghulam Hashr Me Jab Sayyadul Wara Ke Chale / Liwaye Hamd Ke Saaye Me Sar Uthaake Chale.
- Lahad Me Wo Surat Dikhayi Gayi Hai
Lahad Me Wo Surat Dikhayi Gayi Hai / Meri Soyi Qismat Jagayi Gayi Hai.
- Lau Madine Ki Tajalli Se Lagaye Hue Hain
Lau Madine Ki Tajalli Se Lagaye Hue Hain / Dil Ko Ham Matla -E- Anwaar Banaye Hue Hain.
- Maahe Madina Wo Shaahe Waala
Maahe Madina Wo Shaahe Waala / Hai Jiske Dam Se Jag Me Ujaala.
- Meri Zindagi Ka Tujhse Ye Nizaam
Meri Zindagi Ka Tujhse Ye Nizaam Chal Raha Hai / Tera Aastan Salamath Mera Kaam Chal Raha Hai.
- Mujhpe Bhi Chashme Karam
Mujhpe Bhi Chashme Karam Aye Mere Aaqa Karna. / Haq To Mera Bhi Hai Rehmat Ka Taqaza Karna.
- Thi Jiske Muqaddar Me Gadayi Tere Dar Ki
Thi Jiske Muqaddar Me Gadayi Tere Dar Ki / Qudrath Ne Use Raah Dikhayi Tere Dar Ki.
- Hojaate Hain Khud Raste Hamwaar Madine Ke
Hojaate Hain Khud Raste Hamwaar Madine Ke / Bulwate Hain Jab Shaahe Abraar Madine Ke.
- Dil -O- Jaan Ko Har Aafath Se Bacha Kar Ham Bhi Dekheinge
Dil -O- Jaan Ko Har Aafath Se Bacha Kar Ham Bhi Dekheinge / Panahe Gumbade Khazra Me Aakar Ham Bhi Dekheinge.
- Jo Ahle Dil Hain Kaifiyath Se Kab Bahar Niklate Hain
Jo Ahle Dil Hain Kaifiyath Se Kab Bahar Niklate Hain / Ke Har Mazar Se Taiba Ke Kayi Manzar Nikalte Hain.