Ya Nabi Salaam Alaika - (2)

Ya Nabi Salaam Alaika - (2)

Ya Nabi Salaam Alaika
Ya Rasool Salaam Alaika
Ya Habeeb Salaam Alaika
Salawah Tulla Alaika.

Aap Sultane Madina
Mehwate Waahe Sakeena
Noor Se Mamoor Seena
Mushk Se Behtar Paseena.

Tum Ho Abdullah Ke Taare
Aamina Bibi Ke Pyaare
Tum Payambar Ho Hamare
Salawah Tulla Alaika.

Tum Ho Rab Ke Rab Tumhara
Tum Par Rab Quran Utaara
Aapka Jahan Hai Saara
Salawah Tulla Alaika.

Chaak Hai Dil Aur Seena
Mushkil Hai Mera Ye Jeena
Paar Ho Mera Safeena
Ya Shafi Ul Muznabeena.

Kaash Hojaye Huzoori
Door Hojaye Ye Doori
Dil Ki Hasrath Ho Ye Poori
Dekhlun Wo Shakle Noori.

Kya Karein Soofi Shikayath
Darde Hijra Ki Hikayath
Darde Gham Hai Be Nihayath
Kijiye Lillah Inayath.