Moulood Ki Ghadi Hai

Moulood Ki Ghadi Hai

Moulood Ki Ghadi Hai
Chalo Aamina Ke Ghar Par
Aye Khuld Ki Bahaaron
Sarkar Aagaye Hain.

Jo Maanga Hai Maango
Jo Lena Hai So Lelo
Duniya Ke Taajdaron
Sarkar Aagaye Hain.

Salle Alaa Pukaaro
Sarkar Aagaye Hain
Utho Aye Besaharon
Sarkar Aagaye Hain.

Saare Padho Durood
Aaj Sarkar Aagaye
Duniya De Do Jahanan
De Muqthar Aagaye.

Bharlo Karam Nal Jholiyan
Aajao Mangte To
Rehmath Lutawan
Maaliko Muqthar Aagaye.

Ghar Aamina Ke Hogayi
Aamad Huzoor Di
Lekar Farishte Aapka
Ruqsaar Aagaye.

Khushiyan Da Mela Aagaya
Ham Door Hogaye
Dukhiyan Dilaan De
Chain De Qaraar Aagaye.

Maai Halima Jaag Uthe
Tere Bade Naseeb
Goud Vich Tere Nabiyan
De Sardaar Aagaye.

Saare Gunahgaran Di
Aaj Eid Hogayi
Ham Bedayaare Ummat
Ke Gham Khwaar Aagaye.