Hai Khuda Ka Pata Sayyada Fatima

Hai Khuda Ka Pata Sayyada Fatima

Hai Khuda Ka Pata Sayyada Fatima
Sab Ka Hai Aasra Sayyada Fatima.

Mai Hoon Dar Ka Gada Sayyada Fatima
Kardo Kuch Bhi Ataa Sayyada Fatima.

Aap Khairun Nisa Sayyada Fatima
Hubahu Mustafa Sayyada Fatima.

Aap Soti Rahin Chakki Chalti Rahi
Jhula Hillta Raha Sayyada Fatima.

Aapke Dono Bete Hasan Aur Hussain
Hubahu Mustafa Sayyada Fatima.

Ek Nigahe Karam Kije Usman Par
Jab Ho Mehshar Bapa Sayyada Fatima.

More from Manqabat -E- Sayyida -E- Kayenath S.A

  • Aap Hain Sarkar Ki Noore Nazar Khairun Nisa
  • Aap Kya Jaane Fatima Kya Hai
  • Ajeeb Aizaaz Hai Salle Alaa Khatoone Jannat Ka
  • Baad Az Nabi Buzurg Hain Bartar Hain Fatima
  • Badhegi Taa Abad Shaane Ulaa Har Aan Zahra Ki
  • Bat'ta Hai Do Jahan Me Sadqa Batool Ka