Paatarni Ke Paraan Rangaan So Wo Allah

Paatarni Ke Paraan Rangaan So Wo Allah

Aasman Po Dhanak Diya So Wo Allah Kaisa Hoinga
Paatarni Ke Paraan Rangan So Wo Allah Kaisa Hoinga.

Bade Buzurgaan Bolayin Dekho Un Hamesha Saath Ich Hai
Saath Ich Rehko Nai Dikhta So Wo Allah Kaisa Hoinga.

Ek Ich Maa Ki Mamta Me Mai Waare Niyaare Hojaraun
Sattar Maa Ki Mayaan Diya So Wo Allah Kaisa Hoinga.

More from Dehkhani Kalaam

  • Dar Po Sarkar Ke Jaarain
  • Khayaalan Saare Atar Me Duba Ko Laayaun Mai
  • Ye Saans Unke Gun Gungunaaye To Bas Hai