Tere Rang Rang Tere Rang Rang

Tere Rang Rang Tere Rang Rang

Tere Rang Rang Tere Rang Rang
Tere Rang Rang Tere Rang
Har Su Har Jaa
Mai Jahan Bhi Jaaun Duniya Me
Tere Jalwe Mere Sang Sang.

Tu Ne Ataa Kiya Maine Bhuladiya
Tu Ne Phir Se Diya Na Shukr Kiya
Tu Ne Aur Diya Deta Hi Raha
AMu Mod Diye Dariyaon Ke
Maine Hawa Me Udhna Seekhliya
Meri Agli Nazar Sitaaron Par
Phir Bhi Mai Tere Sahaaron Par
Tere Rang Rang Tere Rang Rang.

Chorus...

Mai Zaat Paat Me Oonch Neeche Me
Aur Firqon Me Bata Hua
Jo Sacchayi Ko Dundlaadey
Dil Aisi Gard Se Ata Hua
Shikwa Nahi Jism Ki Matti Se
Aur Rooh Bhi Ab Bedaar Nahi
Tere Hukm Pe Chalna Ek Taraf
Tera Naam Bhi Lena Yaad Nahi
Kam Se Kam Mujhko Lauta De
Shaitaan Aur Nafs Ki Jang Jang.

Tu Kareem Hi Jo Tehra To Karam Ke Kya Thikane
OURO
Subho Ke Wo Ujale Ya Shaam Ke 8
Dil Bada Na Ho To Dil Tod Diya Karte Hain.

Wo Nazar Kya Hai Jo Pabande Muqamat Rahe
Aankh Wo Jisse Muqamat Bana Karte Hain
Kisi Aayeen Ki Paband Nahi Dein Unki
Chahte Hain To Khataon Pe Ataa Karte Hain.

To Nawazde Zamana
To Karam Ka Kya Thikana.

Aye Raheem Rehm Farma
Mujhe Iska Gham Nahi Hai
Ke Badalgaya Zamana
Meri Zindagi Hai Tumse
Kahin Tum Badal Na Jaana.

Meri Zindagi Tera Gham
Tera Gham Ata -E- Aazam
Mere Saath Sirf Tu Hai
Tere Saath Hai Zamana.

Mai Mitoon Banayega Tu
Yehi Mera Mashghala Hai
Mera Kaam Hai Bigadna
Tera Kaam Hai Banana.

Meri Zindagi Hai Iqbal
Inhi Dono Manzilon Pe
Kabhi Hanske Aah Bharna
Kabhi Roke Muskurana.

Baqshish Ke Sau Bahane.

Sab Me Nishan Hai Tera
Ya Shaam Ke Fasaane.

Wo Nawazne Pe Aaye
Unke Andaaze Karam Khaas Hua Karte Hain
Wo Kareem Hi Jo Tehra
Tu Afu Hai Maaf Farma
Dhoode Hai Teri Rehmat
Tu Be Nishan Nahi Hai
Subho Ke Wo Ujaale
Wo Kareem Hi Jo Thehra
Wohi Rab Hai Jisne Tujhko
Allah Allah Hoo Allah Hoo
Hama Tan Karam Banaya
Hame Bheek Maangne Ko
Tera Aastan Bataya
Tumhi Haakim -E- Baraya
Tumhi Qasim -E- Ataaya
Tumhi Shafa -E- Khataya
Tumhi Dafa -E- Balaya
Magar Aamena Ka Jaaya
Wo Kunwaari Paak Mariyam
Wo Nafaqtu Feehi Ka Dam
Hai Ajab Nishane Aazam
Wohi Sab Se Afzal Aaya.

Yehi Bole Sidrah Waale
Chamane Jahan Ke Thaale
Sab Hi Maine Chaan Daale
Tere Paaye Ka Na Paaya
Are Aye Khuda Ke Bandon
Koi Mere Dil Ko Dhoondo
Mere Paas Tha Abhi To
Abhi Kya Hua Khudaya
Hame Aye Raza Tere Dil
Ka Pata Chala Ba Mushkil
Dare Rauza Ke Muqabil
Wo Hame Nazar To Aaya
Teri Shaan Jalla Jalalahu