Allahu Baaqi Min Kulli Faani
Allahu Baaqi Min Kulli Faani
Allah Hoo Allah Hoo Bande Har Dam Allah Hoo
Na Kuch Mera Na Kuch Tera O Ghafil Insaan
Sab Kuch Jaane Jaan Boojhke Bane Hain Kyun Anjaan
Daara Aur Sikandar Jaise Shahinshah Aalishaan
Laakhon Man Mitti Me Sogaye Bade Bade Sultan
Teri Kya Auqaat Hai Bande Kuch Bhi Nahi Hai Tu.
Chorus...
Tera Mera Jeewan Jaise Chalte Phirte Saaye
Joon Joon Badhti Jaaye Umariya Jeewan Ghat'ta Jaaye
Maut Khadi Hai Sar Pe Tere Jaane Kab Aajaye
Ek Saans Ka Panchi Hai Tu Kaun Tujhe Samjhaye
Rehjayega Pinjra Khaali Udhjayegi Rooh.
Tanha Qabr Me Hoga Tera Koi Na Hoga Meer
Allah Hi Allah Bol Salamath Jeewan Baazi Jeet
Dhalta Suraj Roz Sunaaye Tujhe Fana Ke Geet
Neend Se Aankhein Khol Tamanna Kaisi Hai Ye Peet
Allah Tera Jaagraha Hai Aur Sota Hai Tu.
Arziyaan Saari Main Chehare Pe Likh Ke Laaya Hu
Tumse Kya Maangu Main, Tum Khud Hee Samajh Lo...
Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Mere Maula - (2)
Daraare Daraare Maathe Pe Maula
Marammat Muqaddar Ki Kardo Maula, Mere Maula
Arziyan Saari
Arziyaan Saari Mai Chehre Pe Likh Ke Laaya Hoon
Tumse Kya Maangun Mai Tum Khud Hi Samajhlo Maula.
Dararein Dararein Maathe Pe Maula
Marammat Muqaddar Ki Kardo Maula
Mere Maula
Tere Dar Pe Jhuka Hoon Mita Hoon Bana Hoon
Jo Bhi Tere Dar Aaya Jhukne Jo Sar Aaya
Mastiyan Piye Sabko Jhoomta Nazar Aaya
Pyaas Leke Aaya Tha Dariya Wo Bhar Laaya
Noor Ki Barish Me Bheegta Sa Tar Aaya.
Toot Ke Bikharna Mujhko Zaroor Aata Hai
Warna Ibadath Waala Shaoor Aata Hai
Sajde Me Rehne Do Ab Kahin Na Jaunga
Ab Jo Tumne Thukraya To Sawar Na Paunga.
Baatil Ne Jab Jab Badle Hain Tevar
Aaya Hai Tab Tab Haq Ki Zuban Par
Naraaye Takbeer Allahu Akbar
Pyaare Nabi Ne Jeena Sikhaya
Ba Khuda Insaan Hamko Banaya
Pehnaya Aqlaaqo Imaan Ka Zevar
Naraaye Takbeer Allahu Akbar.
Baghdadi Maikhana Chalta Rahega
Ajmeri Pyaala Jhalakta Rahega
Ghousul Wara Denge Baghdadi Sagar
Khud Bhi Jiyo Jeene Do Sabhi Ko
Izaa Na Pohonchao Khud Se Kisi Ko
Islam Ka Yehi Dar Se Munawwar
Siddiqo Farooqo Usmano Haidar
Ashabo Azwajo Shabbiro Shabbar
In Sab Ka Ehsan Hai Ham Sab Ke Upar
Nazmi Ko Aaqa Se Faiz Mila Hai
Aur Hasnaini Jaam Isne Piya Hai
Nazmk Ghulame Ghulamane Haidar
Nazmi Ghulame Ghulamane Haidar
Islam Ka Yehi Dars -E- Munawwar
WOaq
Jo Teri Rehmath Ka Munkir Hai Wo Mera Dil Nahi
Maangna Jisko Na Aaye Wo Koi Saail Nahi.
Aye Karam Parwar Karam Mere Gunahon Par Na Jaaa
Rehem Ke Qabil Hoon Mai Insaaf Ke Qabil Nahi.
Le Chali Rehmat Ki Janib Lazzate Tohfe Haram
Aasiyon Miskeeno Mujrim Horahe Hain Mohtaram
Mudda'a Teri Raza Teri Khushi Tera Karam
Ye Sharaf Ke Paak Damanon Ka Rutba Paayega
Ye Sharaf Ke Rauzae Shahe Umam Par Jaayega
Ye Safar Hajj Ka Safar Bigde Banata Hai Naseeb
Ye Safar Maqlooq Ko Khaliq Se Karta Hai Qareeb
Ho Muqaddar Me Agar Arfath Ka Maidan Naseeb
pin.it
Laaiqe Hamdo Sana Tere Siwa Koi Nahi
LLaaiqe Hamdo Sana Tere Siwa Koi Nahi
Ye Sharaf l Aadmi Allah Ke Ghar Jaaega
Ye Sharaf Ke Aadmi Allah Ke Ghar Jaaega
Ye Sharaf Ke Rauzae Shah e Umam Par Jaayega
Ye Sharaf Ke Har Khata Rab Darguzar Farmaega
Haazir Hain Haazir Hain Haazir Hai Ham
Haazir Hai Haazir Hai Ham
Hussainiyon Ki Jagah Laa Ilaha Illallah
Hussainiyon Ki Jagah Laa Ilaha Ilallah
Yazeediyon Ki Saza Laa Ilaha Illallah.
Hussain Paak Se Poocha Ke Kuch Bacha Bhi Hai
To Sar Kata Ke Kaha Laa Ilaha Illallah.
Mai Naam Kaise Pukaarun Nabi Ke Beti Ka
Wo Na Khuda -E- Haya Laa Ilaha Illallah.
Hussainiyon Ki Jaza Laa Ilaha Illallah
Hussainiyon Ki Jaza Laa Ilaha Ilallah
Hamde Khuda Se Yu Hai Zabanein
Kitne Mu'addab Hain Ye Kabootar
Bheja Hai Jannat Se Tujhko Khuda Ne
Maula Sabih Aur Kya Chaahta Hai
Bas Maghfirath Ki Ataa Chaahta Hai
Baqshish Ke Taalib Pe Apna Karam Kar
Allahu Akbar Allahu Akbar.
Hamde Khuda Se Tar Hai Zabanein
Khudi Ka Sirre Nihaan