Hussainiyon Ki Jaza Laa Ilaha Ilallah

Hussainiyon Ki Jaza Laa Ilaha Ilallah

Hussainiyon Ki Jaza Laa Ilaha Ilallah
Yazeediyon Ki Saza Laa Ilaha Illallah.

Hussain Paak Se Poocha Ke Kuch Bacha Bhi Hai
To Sar Kata Ke Kaha Laa Ilaha Illallah.

Mai Naam Kaise Pukaarun Nabi Ke Beti Ka
Wo Na Khuda -E- Haya Laa Ilaha Illallah.