Sab Mil Mauj Manao Ri Piya Ki Kaaran
Sab Mil Mauj Manao Ri Piya Ki Kaaran
Kalaam of Hazrath Waqaar Uddin Siddiqui R.a
Sab Mil Mauj Manao Ri Piya Ki Kaaran
Sab Mil Mauj Manao Ri Piya Ki Kaaran.
Hai So Hai Nahi So Nahi
Apni Sudh Bisraao Ri Piya Ki Kaaran.
Hazrath Ali Ki Raini Chadhi Hai
Rang Me Aaj Nahaao Ri Piya Ki Kaaran.
Prem Ki Dhara Me Phando Waqara
Paniya Ban Bahjaao Ri Piya Ki Kaaran.