Arziyaan Saari

Arziyaan Saari

Arziyaan Saari Mai Chehre Pe Likh Ke Laaya Hoon
Tumse Kya Maangun Mai Tum Khud Hi Samajhlo Maula.

Maula Maula Maula Mere Maula
Maula Maula Maula Mere Maula. (x2)

Dararein Dararein Maathe Pe Maula
Marammat Muqaddar Ki Kardo Maula
Mere Maula

Tere Dar Pe Jhuka Hoon Mita Hoon Bana Hoon
Marammat Muqaddar Ki Kardo Maula

Jo Bhi Tere Dar Aaya Jhukne Jo Sar Aaya
Mastiyan Piye Sabko Jhoomta Nazar Aaya
Pyaas Leke Aaya Tha Dariya Wo Bhar Laaya
Noor Ki Barish Me Bheegta Sa Tar Aaya.

Toot Ke Bikharna Mujhko Zaroor Aata Hai
Warna Ibadath Waala Shaoor Aata Hai
Sajde Me Rehne Do Ab Kahin Na Jaunga
Ab Jo Tumne Thukraya To Sawar Na Paunga.