Laa Ilaaha Haq Ke Bol
Laa Ilaaha Haq Ke Bol (Hz Azmath Baghdadi R.a)
Kalaam of Hazrath Azmath Peer Baghdadi R.a
Allah Allah Allah Hoo
Allah Allah Allah Hoo. (x4)
Hasbi Rabbi Jallallah
Maafi Qalbi Ghairullah
Noore Muhammad Sallallah
Laa Ilaaha Illallah.
Laa Ilaaha Illallah
Laa Ilaaha Illallah. (x4)
Laa Ilaaha Haq Ke Bol
Usko Apne Man Me Ghol.
Uski Kunji Illallah
Ishq Se Apne Usko Khol.
Hai Ye Taraazu Imaan Ki
Apne Aamaal Usme Tol.
Hain Muhammad Rasoolallah
Saara Qissa Unko Bol.
Saaya -E- Rehmath Me Azmath
Jo Kuch Lena Unse Mol.