Badi Shaan Waala Madine Ka Waali

Badi Shaan Waala Madine Ka Waali

Kalaam of Muhammad Ali Zahoori Sahab

Badi Shaan Waala Madine Ka Waali
Bade Se Bada Unke Dar Ka Sawaali.

Farishte Bhi Meri Jabeen Choomte Hain
Mai Jab Choomta Hoon Wo Rauze Ki Jaali.

Jahan Me Anokha Hai Unka Madina
Zamane Me Hai Unki Chaukhat Niraali.

Mile Unki Rehmath Ki Khairaat Sab Ko
Gaya Koi Bhi Unke Dar Se Na Khaali

Kahan Ye Huzoori Kahan Mai Zahoori
Mai Adna Se Adna Wo Aali Se Aali.

More from Naat -E- Shareef

More kalaam of Muhammad Ali Zahoori Sahab

  • Aaj Ashk Mere Naat Sunayein To Ajab Kya
  • Aouj Paana Mere Huzoor Ka Hai
  • Aaj Sik Mitran Di Wadheriye
  • Aankhon Ka Taara Naame Muhammad
  • Aansu Meri Aankhon Me Nahi Aaye Hue Hain
  • Aap Sa Dono Jahan Me Nazar Aaya Hi Nahi