Karbala Ka Sabaq Hai Bhulana Nahi

Karbala Ka Sabaq Hai Bhulana Nahi

Karbala Ka Sabaq Hai Bhulana Nahi
Sar Katana Magar Sar Jhukana Nahi.

Aaj Bhi Aale Ahmed Pe Kat Jayenge
Aashiqon Ko Kabhi Aazmana Nahi.

Muskurakar Ke Asghar Ne Samjhadiya
Maut Se Sayyadon Ko Darana Nahi.

Mushkilen Bhaag Uthi Ye Kehte Hue
Thairo Thairo Ali Ko Bulana Nahi.

More from Manqabat -E- Hz Imame Hussain A.S

  • Aag Si Dil Me Lagi Aankh Se Chalka Paani
  • Aa Ghame Shabbir Aa Seene Laga Kar Choomlun
  • Aaya Na Hoga Iss Tarah Rango Shabaab Reth Par
  • Akse Ruqe Rasool Hai Chehra Hussain Ka
  • Allah Ahle Baite Payambar Ke Saath Hai
  • Aye Khuda Naseebe Ko Aise Jagmaga Dena