Bekas Pe Karam Kijiye Sarkare Madina

Bekas Pe Karam Kijiye Sarkare Madina

Bekas Pe Karam Kijiye Sarkare Madina
Gardish Me Hai Taqdeer Bhanwar Me Hai Safeena.

Chaayi Hai Musibat Ki Ghata Gesuon Waale
Lillah Meri Doobti Kashti Ko Bachaale
Toofan Ke Aasar Hai Dushwaar Hai Jeena.

Hai Waqte Madad Aaiyye Bigdi Ko Banane
Poshida Nahi Aapse Kuch Dil Ke Fasaane
Zakhmon Se Bhara Hai Kisi Majboor Ka Seena.

Bebas Hai Bashar Hogaya Kya Hashr Bapa Hai
Na Jasake Karbal Najaf Kaisi Ye Saza Hai
Khaali Hai Haram Hogaya Khaali Hai Madina.

More from Naat -E- Shareef

  • Aaj Ashk Mere Naat Sunayein To Ajab Kya
  • Aouj Paana Mere Huzoor Ka Hai
  • Aaj Sik Mitran Di Wadheriye
  • Aankhon Ka Taara Naame Muhammad
  • Aansu Meri Aankhon Me Nahi Aaye Hue Hain
  • Aap Sa Dono Jahan Me Nazar Aaya Hi Nahi