Haidariyam Qalandaram Mastam
Haidariyam Qalandaram Mastam
Haidariyam Qalandaram Mastam
Bandae Murtaza Ali Hastam
Gira..
Mai Bandae Ali Hoon
Maula Mera Ali Hai
Waaris Mera Ali Hai
Aaqa Mera Ali Hai
Ali Ka Banda Nabi Ka Banda
Nabi Ka Banda Khuda Ka Banda
Sahara Bandon Ka Bas Ali Hai
Jidhar Bhi Dekho Ali Ali Hai.
Khuda Mehshar Me Pochega
Ke Duniya Se Kya Laaya Hai
Mai Kehdunga Mai Apne
Peer Ki Tasveer Laaya Hoon.
Kisi Ko Kahin Ki Hukoomat Mili Hai
Kisi Ko Kahin Ka Khazana Mila Hai
Khuda Ki Qasam Meri Qismat To Dekho
Mujhe Panjatan Ka Gharana Mila Hai
Peshwaye Tamaam Rindanam
Ke Sage Kooe Shere Yazdanam.
Man Baghair Az Ali Nadanist Ast
Huwal Aala Huwal Ali Guftam.
Mann Nadanam Tawaafe Baitullah
Girde Haidar Tawaaf Mee Kardam.
Choon Ali Shaiqe Man Zabardastam
Man Ghulame Ali Zabardastam.