Lam Yaati Nazeeru Kafi Nazarin
Lam Yaati Nazeeru Kafi Nazarin
Kalaam of Ahmed Raza Khan Sahab R.a
Lam Yaati Nazeeru Kafi Nazarin
Misle To Na Shudh Paida Jaana
Jag Raaj Ko Taak Tore Sar Soh
Hai Tujhko Shahe Do Sara Jaana.
Al Bahru Alaa Wal Mauju Tagha
Man Bekaso Toofan Hosh Ruba
Manjdhaar Me Hoon Bigdi Hai Hawa
Mori Naiyya Paar Laga Jaana.
Ya Shamsu Nazarti Ilaa Layli
Chu Ba Taiba Rasi Arze Ba Kuni
Tori Joth Ki Jhaljhal Jag Me Rachi
Meri Shab Ne Na Din Hona Jaana.
Laka Badrun Fil Wajhil Ajmal
Khat Haala -E- Mu Zulf Abre Ajal
Tore Chandan Chandr Paro Kundal
Rehmath Ki Baran Barsa Jaana.
Ana Fi Ata Shi'u Wa Sakha Ka Atam
Aye Gesu -E- Paak Aye Abre Karam
Barsan Haare Rim Jhim Rim Jhim
Do Boond Idhar Bhi Gira Jaana.
Ya Qaafilati Zeedi Ajadak
Rahme Bar Hasrath Tishna Labak
Mora Jiyara Larje Darak Darak
Taiba Se Abhi Na Suna Jaana.
Al Qalbu Shijiu Wal Hammu Shuju
Dil Zaar Chuna Jaan Zer Chunun
Pat Apni Bi Pat Mai Kaan Se Kahun
Mera Kaun Hai Tere Siwa Jaana.
Ar Roohu Fida Ka Fazid Harqaa
Yak Shola Digar Barzan Ishqa
Mora Tan Man Dhan Sab Phoonk Diya
Ye Jaan Bhi Pyaare Jalaa Jaana.
Bas Khamaye Khaame Nawa -E- Raza
Na Ye Tarz Meri Na Ye Rang Mera
Irshade Ahibba Naatiq Tha
Nachaar Iss Raah Pada Jaana.