Aaj Muhammad Aaye More Ghar

Aaj Muhammad Aaye More Ghar

Salle Alaa Ki Dhoom Hai Ghar Ghar
Aaj Muhammad Aaye More Ghar

Aamena Bi Ka Raaj Dulaara
Sabse Anokha Sabse Pyaara
Chand Utar Aaya Aaj Zameen Par
Aaj Muhammad Aaye More Ghar.

Dosh Se Jab Gesu Lehraaye
Bheeni Bheeni Khushbu Aaye
Jagmag Jagmag Saara Manzar
Aaj Muhammad Aaye More Ghar.

Mehendi Lagaun Ghar Ko Sajaun
Apni Piya Ka Jashn Manaun
Tan Man Waarun Unke Charan Par
Aaj Muhammad Aaye More Ghar.

More from Naat -E- Shareef

  • Aaj Ashk Mere Naat Sunayein To Ajab Kya
  • Aouj Paana Mere Huzoor Ka Hai
  • Aaj Sik Mitran Di Wadheriye
  • Aankhon Ka Taara Naame Muhammad
  • Aansu Meri Aankhon Me Nahi Aaye Hue Hain
  • Aap Sa Dono Jahan Me Nazar Aaya Hi Nahi