Ho Mubarak Ho Mubarak Nabi Ke Ghar Shaadi
Ho Mubarak Ho Mubarak Nabi Ke Ghar Shaadi
Kalaam of Hazrath Naatiq R.a
Ho Mubarak Ho Mubarak Nabi Ke Ghar Shaadi
Chand Dul Dul Ke Ye Deta Hai Mubarakbaadi.
Fatima Bibi Ki Thehri Jo Ali Se Shaadi
Aake Jibreel Ne Di Pehle Mubarakbaadi.
Aaj Raunaq Hi Niraali Hai Ali Ke Ghar Ki
Aayi Hai Ghar Ko Basaane Jo Payambar Zaadi.
Kya Tera Munh Hai Ke Naatiq Jo Uske Gun Gaaye
Wo To Kaunain Ke Sardaar Ki Hai Shahzaadi.