Koi Dekhe To Bolo Mera Sanam

Koi Dekhe To Bolo Mera Sanam

Kalaam of Hazrath Naatiq R.a

Koi Dekhe To Bolo Mera Sanam

Mere Sanam Ki Ye Hai Nishani
Haath Lakadiya Kaandhe Kamli
Dole Dole Daale Qadam.

Ghungriyaale Baal Hain Uske
Nainon Me Dore Laal Hain Uske
Mohani Surath Allah Qasam.

Jangal Jangal Dhoond Ke Haari
Aakhir Naatiq Man Ko Tatoli
Isme Baso Hai Mera Sanam.

More from Gulzaar -E- Shah

More kalaam of Hazrath Naatiq R.a

  • Aaj Sandal Lagaungi
  • Aaj Tona Mai Aisa Sunaun Sakhi
  • Aamaal Mere The Mujhe Be Maut Ke Maare
  • Aastan Par Aapke Hai Jiska Sar Ya Mustafa
  • Aaya Hoon Dar Par Aalooda Damaan
  • Adna Ghulam Hoon Mai Shahe Dastageer Ka