Adna Ghulamam Ya Ghouse -E- Aazam

Adna Ghulamam Ya Ghouse -E- Aazam

Kalaam of Hazrath Afzal Biyabani R.a

Adna Ghulamam Ya Ghouse -E- Aazam
Daari Khiyalam Ya Ghouse -E- Aazam.

Bin Gar Ba Haalam Ya Ghouse -E- Aazam
Shaikhul Awaalam Ya Ghouse -E- Aazam

Qudrat To Daari Bar Jumla Aalam
Farma Rawa Lam Ya Ghouse -E- Aazam.

Tu Mohiyuddini Mumtaze Kauni
Ahmed Gumaanam Ya Ghouse -E- Aazam.

Nazre Taraaham Bar Haale Afzal
Qurban Daayam Ya Ghouse -E- Aazam.
------------------------

Tumhari Hi Nisbath Se Izzath Hamari
Tumhi Se Hamara Bharam Ghouse -E- Aazam.

Hazaaron Ki Bigdi Banayi Hai Tumne
Idhar Bhi Nigahe Karam Ghouse -E- Aazam.

Tamanna Ye Hai Aapko Takte Takte
Nikal Jaaye Aankhon Se Dam Ghouse -E- Aazam.

Badi Mutma'in Zindagani Hai Uski
Hai Jispar Tumhara Karam Ghouse -E- Aazam.

Agar Rabte Kamil Hai Tumse Salamath
Nahi Phir Mujhe Koi Gham Ghouse -E- Aazam.

Ye Dil Ye Jigar Hai Ye Aankhein Ye Sar Hai
Jahan Chaaho Rakhdo Qadam Ghouse -E- Aazam

More from Manqabat -E- Bade Peer Sarkar R.A

More kalaam of Hazrath Afzal Biyabani R.a

  • Aap Waliyon Ke Hain Sultan Dastageer
  • Aastan Hai Ye Kis Shaahe Zeeshan Ka
  • Al Madad Peerane Peer
  • Allah Re Kya Bargahe Ghouse -E- Jali Hai
  • Assalam Aye Ghouse -E- Aazam Assalaam
  • Aye Ghouse -E- Zamaan Abdul Qadir