Lam Yaati Nazeero Kafi Nazarin(
Lam Yaati Nazeero Kafi Nazarin(
Lam Yaati Nazeeru Kafi Nazarin
Misle To Na Shudh Paida Jaana
Jag Raaj Ko Taak Tore Sar Soh
Hai Tujhko Shahe Do Sara Jaana.
Al Bahru Alaa Wal Mauju Tagha
Man Bekaso Toofan Hosh Ruba
Manjdhaar Me Hoon Bigdi Hai Hawa
Mori Naiyya Paar Laga Jaana.
Ana Fi Ata Shi'u Wa Sakha Ka Atam
Aye Gesu -E- Paak Aye Abre Karam
Barsan Haare Rim Jhim Rim Jhim
Do Boond Idhar Bhi Gira Jaana.
Al Qalbu Shijiu Wal Hammu Shuju
Dil Zaar Chuna Jaan Zer Chunun
Mera Kaun Hai Tere Siwa Jaana.
Ar Roohu Fida Ka Fazid Harqaa
Yak Shola Digar Barzan Ishqa
Mora Tan Man Dhan Sab Phoonk Diya
Ye Jaan Bhi Pyaare Jalaa Jaana.
Bas Khamaye Khaame Nawa -E- Raza
Na Ye Tarz Meri Na Ye Rang Mera
Irshade Ahibba Naatiq Tha
Nachaar Iss Raah Pada Jaana.
Lam Yaati Nazeero Kafi Nazarin(