Khushbu Hai Do Aalam Me Teri

Khushbu Hai Do Aalam Me Teri

Khushbu Hai To Aalam Me Teri Aye Gule Cheeda
Kis Mu Se Bayaan Ho Tere Ausaafe Hameeda.

Tujhsa Koi Aaya Hai Na Aayega Jahan Me
Aye Rehmate Aalam Teri Yaadon Ki Badaulat
Deta Hai Gawahi Yehi Aalam Ka Jareeda.

Khairaat Mujhe Apne Muhabbat Ki Ataa Kar
Muzmir Teri Taqleed Me Aalam Ki Bhalaayi
Aaya Hoon Tere Dar Pe Ba Damaane Dareeda.

Yoon Door Hoon Taayib Mai Hareeme Nabawi Se
Tu Roohe Zaman Range Chaman Abre Baharaan
Sehra Me Ho Jis Tarha Koi Shaakhe Bareeda.

Kis Darja Sukoon Me Hai Mera Qalbe Tapeeda.

Mera Yehi Imaan Hai Ye Mera Aqeeda.

Tu Husne Sukhan Shaane Adab Jaane Qaseeda.

Be Taab Hai Altaf Mera Haale Pareshan
Mohtaaje Inayath Hai Mera Range Pareeda.

Khushbu Hai Do Aalam Me Teri