Adna Ghulamam Ya Ghouse -E- Aazam

Adna Ghulamam Ya Ghouse -E- Aazam (Hz Afzal Biyabani Rh)

Kalaam of Afzal Biyabani

Adna Ghulamam Ya Ghouse -E- Aazam
Daari Khiyalam Ya Ghouse -E- Aazam.

Tumhari Hi Nisbath Se Izzath Hamari
Bin Gar Ba Haalam Ya Ghouse -E- Aazam
Tu Mohiyuddini Mumtaze Kauni
Tumhi Se Hamara Bharam Ghouse -E- Aazam.

Ahmed Gumaanam Ya Ghouse -E- Aazam.

Nazre Taraaham Bar Haale Afzal
Qurban Daayam Ya Ghouse -E- Aazam.

Qudrat To Daari Bar Jumla Aalam
Farma Rawa Lam Ya Ghouse -E- Aazam.

Hazaaron Ki Bigdi Banayi Hai Tumne
Idhar Bhi Nigahe Karam Ghouse -E- Aazam.

Tamanna Ye Hai Aapko Takte Takte
Nikal Jaaye Aankhon Se Dam Ghouse -E- Aazam.

Badi Mutma'in Zindagani Hai Uski
Hai Jispar Tumhara Karam Ghouse -E- Aazam.

Agar Rabte Kamil Hai Tumse Salamath
Nahi Phir Mujhe Koi Gham Ghouse -E- Aazam.

Ye Dil Ye Jigar Hai Ye Aankhein Ye Sar Hai
Jahan Chaaho Rakhdo Qadam Ghouse -E- Aazam
Al Madad Peerane Peer