Aaqa Lelo Salaam Ab Hamara
Aaqa Lelo Salaam Ab Hamara
Aaqa Lelo Salaam Ab Hamara
Daata Lelo Salaam Ab Hamara
Saba Tu Madine Jaake Kehna Khudara. (
Gham Se Hai Toote Hue, Zulmon Se Loote Hue-
Rauze Mehshar Ummati Ka Aap Hi Sahara.7
Chand Ke Tukde Kiye, Pedon Ne Sajde Kiye
Suraj Palat Aa Gaya, Ye Maujze Aapke
Ummati Kya Khud Khuda Hain Shaida Tumhara.2
Din Raat Roti Hai Ye, Ummat Tumhare Liye(
Ho Jaaye Nazre Karam, Aaqa Hamare Liye
Taiba Ki Galiyon Ka Humko Ho Ab Nazara.-
Rauze Pe Aaye Majeed, Kehta Hai Ye Subho ShaamA
Zindagi Me Aas Ka Na Toote Sitara.-
Alwada Maahe Ramzan