Ya Sahibal Jamaal Wa Ya Sayyadul Bashar(

Ya Sahibal Jamaal Wa Ya Sayyadul Bashar(

Ya Sahibal Jamaal Wa Ya Sayyadul Bashar
Dataa Saqi Kareem Yadullah Naamwar
Bandanawaz Badshahe Husno Sar Ba Sar-
Sultane Do Jahan Shahinshahe Behrobar
Bande Pe Apne Meher Ki Hojaaye Ek Nazar.A
Aainae Jamaale Khuda Aapki Nazar-
Har Naqshe Paa Pe Aks Hain Khursheed Aur QamarK
Saani Nahin Hain Aapka Koi Payaambar ji
Mil Kar Padho Durood Shahe Do Jahaan Par
Ishqe Rasoole Paak Meri Zindagi Rahe-
Hubbe Nabi Se Mast Rahoon Bekhudi Rahe-
Kul Kayenaat Se Mujhe Bekangni Rahe-
Har Dam Mujhe Huzoor Se Wabastagi Rahe-
Wirde Zubaan Subho Masaa Bas Yehi Rahe.7
Aye Mazhare Tajalle Anwaare Zuljalaal(
Aye Wajhe Qalqe Har Do Jahane Wo Bemisaal.2
Laa Yunkinus Sanaau Kama Kaana Haqqahu-