Karam Ki Ho Mujhpar Nazar Ghouse -E- Aazam
Karam Ki Ho Mujhpar Nazar Ghouse -E- Aazam
Karam Ki Ho Mujhpar Nazar Ghouse -E- Aazam.
Ke Muddat Se Hoon Muntazar Ghouse -E- Aazam.
Mai Furqat Ka Sadma Kab Tak Sahunga
Mujhe Ab To Aao Nazar Ghouse -E- Aazam.
Zamane Ki Gardish Ne Tang Kardiya Hai
Bohot Karchuka Hoon Sabar Ghouse -E- Aazam.
Sataata Hai Kyun Mujhko Ya Rab Zamana
Bataao To Jaaun Kidhar Ghouse -E- Aazam.
Mere Hoke Mujhse Hi Kyun Be Khabar Ho
Lo Ab To Khudara Khabar Ghouse -E- Aazam.
Karo Maghfirath Hazrath Bibi Ki Khudara
Dame Waapsi Lab Pe Ya Ghouse -E- Aazam.
Khuda Ke Fazl Se Ham Par Hai Saaya
Khuda Ke Fazl Se Ham Par
Hai Saaya Ghouse -E- Azam Ka
Hame Dono Jahan Me Hai
Sahara Ghouse -E- Azam Ka.
Murideen Laa'Taqaf Kehkar
Tasalli Di Ghulamon Ko
Qayamath Tak Rahe Be Khauf
Banda Ghouse -E- Azam Ka.
Farishton Rokte Kyun Ho Mujhe
Jannat Me Jaane Se
Ye Dekho Haath Me Daman
Hai Kiska Ghouse -E- Azam Ka.
Lahad Me Jab Farishte Mujhse
Poochenge To Kehdunga
Tariqa Quadri Hoon
Naam Lewa Ghouse -E- Azam Ka.
Nida Dega Munadi Hashr Me
Azizon Kar chuko Taiyar
Yoon Quadriyon Ko
Kahan Hai Quadri Karlein
Nazara Ghouse -E- Azam ka.
Hamari Laaj Kiske Haath
Hai Baghdad Waale Ki
Musibath Taal Dena Kaam
Kiska Ghouse -E- Azam Ka.
Jab Mere Janaze Ko
To Likhdena Kafan Pe
Naame Waala Ghouse -E- Azam Ka.
Suna Farmaan Khurasan Me
Moinuddin Chishti Ne
Jhuka Kar Sar Liya Aankhon Pe
Talwa Ghouse -E- Azam Ka.
Azizon Kar Chuko Taiyar
Muhammad Ka Rasoolon Me
Hai Jaise Martaba Aala
Hai Afzal Auliya Me Yoon
Hi Rutba Ghouse -E- Aazam Ka.
Jameele Quadri Sau Jaan Ho
Qurban Murshid Par
Banaya Jisne Tujh Jaise Ko
Banda Ghouse -E- Aazam Ka.
ocu.
Hai Waale Ki
Kiska GhouseBaghdad -E- Azam Ka.
Sahara gouse azam ka
Hai baghdaad Waale Ke
Sahara Ghouse -E- Aazam ka
Hai Saaya Ghouse -E- Aazam Ka
Hai Kiska Ghouse -E- Aazam Ka.
Naam Lewa Ghouse -E- Aazam Ka.
Nazara Ghouse -E- Aazam ka.
Kiska Ghouse -E- Aazam Ka.
Naame Waala Ghouse -E- Aazam Ka.
Talwa Ghouse -E- Aazam Ka.
Hamari Laaj Kiske Haath Hai
Baghdad Waale Ke
Sahara Ghouse -E- Aazam Ka.
Nazara Ghouse -E- Aazam Ka.
Azizon Kar Chuko Taiyyar
Suna Farmaan Khurasaan Me
Kya Gham Meri Madad Pe Agar