Naqsh Me Kayenath Ke Noore Nabi Ka Rang Hai

Naqsh Me Kayenath Ke Noore Nabi Ka Rang Hai

Naqsh Me Kayenath Ke Noore Nabi Ka Rang Hai
Azmate Mustafai Par Khalq Tamaam Dang Hai.

Hai Mere Saath Har Khushi Khushiyon Me Ek Umang Hai
Unka Karam Jo Har Ghadi Jis Din Se Sang Sang Hai.

Ishqe Nabi Ke Jaam Se Maqmoor Ang Ang Hai
Nafs Ki Sarkashi Ki Ab Raahe Hayaath Tang Hai.

Zikre Rasoole Paak Se Dil Ki Safaayi Kijiye
Bughzo Hasad Fareb Ka Dhuljayega Jo Zang Hai.

Uski Har Ek Baat Hai Baais -E- Faqre Aadmi
Lutfo Karam Huzoor Ka Jis Aadmi Ke Sang Hai.

Fikr -O- Shaoor -O- Ilm -O- Fan Kitne Waseeh Hi Kyun Na Ho
Ummi Laqab Ke Saamne Sab Ka Hisaar Tang Hai.

Akbar Jamaale Zaat Hai Mere Nabi Ki Zaat Me
Misle Bashar Ka Roop Hai Haqqaniyath Ka Rang Hai.

Na saliqa mujhme kaleem ka .

na khareena tujhme khaleel ka
Mai halak jadue saamri
Tu khateel sehwaa aazri
Tu pareeda rang rameeda bu
Gham e ram na ker sam e ghum na khaa
Ke yahi hai shaan e khalendari
Mai halak jadu e saamri
Tu khateel shehwaa aazri
Mai nawa e saukhate dargulu
Teri khaak main hai agar shararr
Tu khayal e faqr o gana na ker
Ke jahan me nane shaeer per
Koi aaisi tarz e tawaaf tu
Mujhe aay chiraag e haram bata
Ke tere pateng ko phir aata
Ho wahi sharast samandarii
Na satizah gaah e jahan nayii
Na hareef e panj e fagan nayii
Wahi fitrat e asad alalhi
Wahi merjayii wahi antarii
Na Saliqa Mujhme Kaleem Ka
Na Qareena Tujhme Khaleel ka
Mai Halaak Jaadu -E- Saamri
Tu Khateel Shehwa -E- Aazri
Mai Nawae Sauqate Dargulu
Tu Pareeda Rang Rameeda Bu
Mai Haqayate Ghame Aarzu
Tu Hadeese Maatame Dilbari
Dame Zindagi Rame Zindagi
Ghame Zindagi Same Zindagi
Ghame Ram Na Kar Same Gham Na Kha
Ke Yehi Hai Shaane Qalandari
Teri Khaak Me Hai Agar Sharar
Tu Khayaale Faqro Gana Na Kar
Ke Jahan Me Naane Shaeer Par
Hai Madaare Khuwwate Haidari
Koi Aisi Tarze Tawaaf Tu
Mujhe Aye Chiraghe Haram Bata
Ke Tere Pating Ko Phir Ata
Ho Wahi Sharast Samandari
Na Satiza Gaahe Jahan Nahi
Na Hareefe Panje Fagan Nayi
Wohi Fitrate Asad Allahi
Wohi Marjayii Wohi Antari.

Na Saliqa Mujhme Kaleem Ka(Asad Sanai Sahab)
Ye Wo Sach Hai Ke Jise Ek Jaham Maan Gaya
Dar Pe Aaya Jo Gada Banke Wo Sultan Gaya
Uske Andaaz -E- Nawazish Ke Mai Qurban Gaya
Tujhse Jo Pher Ke Mu Jaanibe Quran Gaya
Surkhuru Hoke Na Duniya Se Wo Insaan Gaya
Kitne Gustaq Bane Kitnon Ka Imaan Gaya
Le Qabar Jald Ke Auron Ki Taraf Dhyaan Gaya
Nematein Baant'ta Jis Samt Wo (Tazmeen)
Ye Wo Sach Hai Ke Jise Ek Jahan Maan Gaya
Ehterame Nabawi Daaqil -E- Aadath Na Sahi
Sheer -E- Maadar Me Aseelon Ki Najabat Na Sahi
Ghar Me Aadab -E- Risalath Ki Riwayath Na Sahi
Baam -E- Maqsad Pe Tamannaon Ke Zeene Pohonche
Labe Saahil Pe Naseer Unke Safeene Pohonche
Jinko Khidmath Me Bulaya Tha Nabi Ne Pohonche
Bheed Me Haath Se Kambakht Ka Imaan Gaya.

Nematein Baant'ta Jiss Samt Wo Zeeshan Gaya
Saath Hi Munshi-e Rahmath Ka Qalam Daan Gaya.

Mere Maula Mere Aaqa Tere Qurbaan Gaya.

Mehwe Nazzaara Sare Gumbade Khazra Hi Rahi
Door Se Sajda Guzaare Dare Waala Hi Rahi
Rubaru Paake Bhi Mehroome Tamasha Hi Rahi
Aah Wo Aankh Jo Nakaame Tamanna Hi Rahi
Haaye Wo Dil Jo Tere Dar Se Pur Armaan Gaya.

Teri Chahat Ka Amal Zeest Ka Manshoor Raha
Teri Dehleez Ka Phera Mera Dastoor Raha
Ye Alag Baat Ke Tu Aankh Se Mastoor Raha
Dil Hai Wo Dil Jo Teri Yaad Se Mamoor Raha
Sar Hai Wo Sar Jo Tere Qadmon Pe Qurbaan Gaya.

Dosti Se Koi
Matlab Na Mujhe Baeir Se Kaam
Unke Sadqe Me Kisi Se Na Pada Khair Se Kaam
Unka Shaida Hoon Mujhe Kya Haram -O- Daeir Se Kaam
Unhe Jaana Unhe Maana Na Rakha Ghair Se Kaam
Lillahil Hamd Mai Duniya Se Muslmaan Gaya.

Aur Tum Par Mere Aaqa Ki Inayath Na Sahi
Najdiyon Kalma Padhane Ka Bhi Ehsaan Gaya.

Jaano Dil Hosho Qirad Sab To Madine Pohonche
Tum Nahi Chalte Raza Saara To Samaan Gaya.

Aaj Le Unki Panah Aaj Madad Maang Unse
Phir Na Maanenge Qayamath Me Agar Maan Gaya.

Uff Re Munkir Ye Bada Joshe Ta-assub Aaqir
Uff Re Munkir Ye Bada Joshe Ta'assub Aaqir
Unka Shaida Hoon Mujhe Kya Haram -O- Dair Se Kaam
Jab Kuch Nahi Tha Sirf Khuda Hi Ki Zaat Thi
Uss Din Ka Tha Wajood Na Maujood Raat Thi
Jeene Ka Tazkira Tha Na Marne Ki Baat Thi
Uss Waqt Bhi Tha Noore Mujalla Rasool Ka.

Hazrath Umar Ki Dekhiye Taqdeer Yoon Bani
Nikle The Qatl Karne Ki Niyyath Se Jis Ghadi
Talwaar Chut Ke Haathon Se Qadmon Me Gir Padi
Dekha Unhone Jab Rukhe Zeba Rasool Ka.

Aati Hai Jab Ye Baat Hamare Khayaal Me
Milta Nahi Hai Waqiya Koi Misaal Me
Kya Maujza Hua Hai Ke Teyees Saal Me
Saare Jahan Ne Padhliya Kalma Rasool Ka.

Pal Bhar Me Jaise Wo Bhi Koi Maujza Hua
Noore Khuda Hai Husne Sarapa
Hairath Se Aasman Use Dekhta Raha
Saara Ghuroor Qil'a -E- Khaibar Ka Mitgaya
Jab Murtaza Ko Milgaya Jhanda Rasool Ka.

Aisi Misaal De Na Sakegi Ye Kayenaath
Jaan Di Diya Na Daste Yazeedi Me Apna Haath
Khud Bhi Hua Shaheed Bahattar Ke Saath Saath
Kitna Azeem Tha Wo Nawasa Rasool Ka.