Aye Shahinshahe Deccan Bandanawaz

Aye Shahinshahe Deccan Bandanawaz

Kalaam of Ismail Qadeer Quadri Sahab

Aye Shahinshahe Deccan Bandanawaz
Tum Ho Noore Panjatan Bandanawaz.

Aye Naseeruddin Ke Noore Nazar
Tumpe Sadqe Jaan -O- Tan Bandanawaz.

Zikr Hota Hai Tumhara Har Taraf
Anjuman Dar Anjuman Bandanawaz.

Naam Jiska Hai Qadeere Quadri
Tumse Hai Uska Sukhan Bandanawaz.

More from Manaqib Mix

More kalaam of Ismail Qadeer Quadri Sahab

  • Hamari Hai Dua Shahe Ghousul Wara
  • Aa Tujhko Bataun Mai Irfaane Abu Talib
  • Abbas Tere Dar Sa Duniya Me Dar Kahan
  • Ajmer Meri Manzil Baghdad Hai Thikana
  • Allah Muhammad Chaar Yaar
  • Ameere Hamza Ameere Hamza