Allah Ne Pohonchaya Sarkar Ke Qadmon Me

Allah Ne Pohonchaya Sarkar Ke Qadmon Me

Wa' Aala Sayyidina Alaiyyiw
Wa Sayyadatina Zainab
Wa Sayyidina Hasan
Wa Sayyidina Hussain
Wa'Aala Aalihi Wa Sahbihi Wa Barik
Allah Ke Sher Haidare Karrar Par Durood
Hazrath Hasan Hussain Ke Kirdaar Par Durood.

Chorus...

Zahra Pe Bhejte Jo Durood -O- Salaam Hain
Sacche Ghulame Mustafa Hain Nek Naam Hain.

Zainab Ki Bargah Me Salaame Niaaz Hai
Jo Murtaza Ki Laadli Zahra Ka Naaz Hai.

Padhiye Agar Durood To Milta Sawab Hai
Bhejein Agar Salaam To Aata Jawab Hai.

Allahumma Salli Alaa (Duroode Ahle Bait)
Wasallim.

Shahe Umam Ke Chehre Ko Dekha Hai Jis Gaadi
Hazrath Umar Ne Padhliya Kalma Adab Ke Saath
Wa Sayyadatina Fatima
Wa Maulana Muhammad
Allahumma Salli Alaa Sayyidina
Allahul
mma Salli Alaa Sayyidina
Wa Sayyidatina Zainab
Wa Sayyidatina Fatima
Apni Guzarrahi Hai Aaram -O- Chain Se
Khaana Hasan Se Milta Hai Paani Hussain Se.

Allahumma Salli Alaa (Duroode Ahle Bait A.S)
Inka Unka Tumhara Hamara Nabi.

Dene Waala Hai Saccha Hamara Nabi
Jab Zulf Ka Zikar Hai Quran mein
Ruqsaar Ka Aalam Kya Hoga.

Shahana Zamana Ki Jholi
Phir Koi Batae Aaqa KiHawa
Guftaar Ka Aalam Kya Hoga.

Taiba Se Jab Aati Hai
To Deedar KaJagmag Aalam Kya Hoga
In Jagmag Taaron Me
Sarkar Ka Aalam Kya Hoga
Unka To Shiaar Kareemi Hai
Husn Ki Inteha Mustafa Mustafa.

Khud Khuda Ne Kaha Mustafa Mustafa
Kuffaar Musalman Hote The
Kya Qabar Kitne Murde Bhi Uthjayenge Kehke Dekho Zara Mustafa Mustafa.

Ko Raza Mushda Dije Ke Hai
Ghamzadon Ko Raza Mushda Dije Ke Hai
Par Na Doobe Na Dooba Hamara Nabi
Taiba Se Hawa Jab Aati Hai
In Jag Mag Jag Mag Taaron Me
Phir Koi Bataaye Aaqa Ki
Sab Se Baala Wo Aala Hamara Nabimmm
Kya Qabar Kitne Taare Khile
Chupgaye
Sab Se Baala Wo Aala Hamara Nabi.

Kya Qabar Kitne Taare Khile Chup Gaye
Kaun Deta Hai Dene Ko Mu Chahiye
Bekason Ka Sahara Hamara Nabi.

To Deedar Ka Aalam Kya Hoga
UFLU
Shayad Iss Raah Se Khalid Mere Aaqa Guzre
Ghair Ki Yaad Mere Dil Se Bhulaye .

Isi Mansab Ka Talabgar Hoon Mai Bhi AaqaRakhna
Khota Hote Hue Bhi Khada Hoon.

Apni Rehmath Ke Samandar Me
Apni Rehmath Ke Samandar Me Utar Jaane De
Be Thikana Hoon Azal Se Mujhe Ghar Jaane De.

Sooe Bat'ha Liye Jaati Hai Hawaye Bat'ha
Booe Duniya Mujhe Gumrah Na Kar Jaane De.

Teri Surat Ki Taraf Dekhraha Hoon Aaqa
Putliyon Ko Isi Markaz Pe Teher Jaane De.

Khwahishe Zaat Bohot Saath Diya Hai Tera
Ab Jidhar Mere Muhammad Hai Udhar Jaane De.

Zindagi Gumbade Khazra Hi To Manzil Hai Meri
Mujhko Hariyaliyon Me Khaak Basar Jaane De.

Maut Par Meri Shaheedon Ko Bhi Rashk Aayega
Apne Qadmon Se Lipat Kar Mujhe Marjaane De.

Rok Rizwan Na Muzaffar Ko Dare Jannat Par
Ye Muhammad Ka Hai Manzoore Nazar Jaane De.

Lutf Aaya Doobne Ka Jitni Gehrayi Mili.

Arze Taiba Me Mayassar Aagayi Do Gaz Zameen
Sabz Gumbad Ke Manazir Dekhta Rehta Hoon Mai
Ishq Me Chashme Tasawwur Khube Gehrayi Mili.

Jis Taraf Uthi Nigahen Mehfile Kaunain Me
Rehmatullil Aalamin Ki Jalwa Farmai Mili.

Unke Qadmon Me Hain Taajo Taqt Haft Aqleem Ke
Aapke Adna Ghulamon Ko Wo Daraayi Mili.

Unke Qadmon Me Hain Taajo Taqt Aqleem Ke
Allah Allah Ye Nigahe Mustafa Ka Maujza
Sangreze Bol Uthe Unko Goyaai Mili.

Aapke Husne Karam Se Deedaye Yaqoob Me
Phir Palat Aayi Baseerath Phir Se Beenayi Mili.

Phir Hamare Muntashir Ajza Ko Yakjaayi Mili.

Gar Madine Me Mayassar Aagayi Do Gaz Zameen
Aqse Rooe Mustafa Se Aisi Zebaayi Mili
Khil Utha Range Chaman Phoolon Ko Ranaayi Mili.

Rehmatullil Aalamin Ki Jalwa Farmaayi Mili.

Rehmatullil Aalamin Ki Jalwa Farmaayi
Mili.

Behre Ishqe Mustafa Ka Maajra Ho Kya Bayaan
Chadare Zahra Ka Saaya Hai Mere Sar Par Naseer
Faize Nisbath Dekhiye Nisbath Bhi Zehrayi Mili...

Arshe Azeem Raushni Barsa Raha Hai Aaj