Madine Diyan Paak Galiyan
Madine Diyan Paak Galiyan
Saare Jag Naa Lon Lagdiyan Changiyan
Raiyyan Mehek Jeewen Jannat Diyan Kaliyan
Madine Diyan Paak Galiyan.
Ena Galiyan To Tan Man Waariye
Kariye Sajde Te Shukr Guzaariye
Ete Noor Diyan Suchiyan Ne Thaliyan
Abre Rehmatan Da Sada Othe Wasde
Ena Galiyan Che Raiyyan Sohna Phirda
Jaande Ronde Te Aande Ne Hasde
Ral Wekhde Nu Saiyyan Ne Chaliyan
Saanu Wekhde Da Chaa Badh Chirda
Ethe Lagiyan Mere Nabi Diyan Taliyan
Ena Galiyan Nu Jerey Vekhaande
Othey Jannatan Nu Hain Bhul Jaandey
Tar Gaye Jinna Ne Takk Laiyan
Paawe Ena Galiyan Da Deedar Jo
Hojawe Rehmath Da Haqdaar Wo
Madine Ka Safar Hai
Madine Ka Safar Hai Aur Mai Namdeeda Namdeeda
Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Lagzeeda Lagzeeda
Chala Hoon Ek Mujrim Ki Tarah Mai Jaanibe Taiba
Nazar Sharminda Sharminda Badan Larzeeda Larzeeda
Madine Jaake Ham Samjhe Taqaddus Kisko Kehte Hain
Nabi ke Haath Ne Mujhko Sahara Dediya Warna
Hawa Pakeeza Pakeeza Faza Sanjeeda Sanjeeda
Kahan Mai Aur Kahan Ye Raaste Pe Cheeda Pe Cheeda.
Kahan Mai Aur Kahan Us Rauzae Aqdas Ka Nazara
Nazar Us Simt Uthti Hai Magar Duzdeeda Duzdeeda.
Ghulamane Muhammad Door Se Pehchane Jaate Hai
Dile Girweeda Girweeda Sare Shoureeda Shoureeda
Basarat Khogayi Lekin Basirat To Salamat Hai
Madina Ham Ne Dekha Hai Magar Na Deeda Na Deeda
Meri Diwangi Ki Tum Khudara Laaj Rakhlena
Tumhari Anjuman Me Hai Sabhi Sanjeeda Sanjeeda
Wohi Iqbal Jisko Naaz Tha Kal Khushmizaji Par
Firaqe Taiba Me Rehta Hai Ab Ranjeeda Ranjeeda.
Mera Ehrame Hasti Dekhkar Poseeda Poseeda.
Tawafe Koonchae Jaana Ke Qabil Kaun Samjhega
Kisi Ke Haath Ne Mujhko Sahara Dediya Warna
Jabeen Afsurda Afsurda Qadam Laghzeeda Laghzeeda.
Nazar Sharminda Sharminda Badan Larzeeda Larzeeda.
Hawa Pakeeza Pakeeza Faza Sanjeeda Sanjeeda.
Dile Girweeda Girweeda Sare Shoureeda Shoureeda.
Madina Ham Ne Dekha Hai Magar Na Deeda Na Deeda.
Meri Deewangi Ki Tum Khudara Laaj Rakhlena
Tumhari Anjuman Me Hai Sabhi Sanjeeda Sanjeeda.
Madine Ke Waali Madine Bulalo
Ye Paigham Leja Saba Jaate Jaate
Haan Paigham Laana Meri Haazri Ka
Baraye Karam Meherbaan Aate Aate.
Tere Dar Pe Aaun Mai Bankar Sawali
Rahe Saamne Tere Rauze Ki Jaali
Ghareebon Ke Maula Yateemon Ke Waali
Badi Der Kardi Bulaate Bulaate.
Mai Teri Saqawat Pe Qurban Jaaun
Mai Kyun Na Tere Dar Pe Daman Bichaun
Tere Haath Thakte Nahi Kamli Waale
Karam Ke Khazane Lutaate Lutaate.
Kabhi Khana -E- Dil Me Tashreef Laaye
Badi Der Se Muntazir Hai Nigahen
Bada Saath Mera Diya Aansuon Ne
Mere Dil Ka Aangan Sajate Sajate.
Nigahon me Ho Sabz Gumbad Ke Jalwe
Labon Par Ho Tere Inayath Ke Naghme
Shabo Roz Guzre Niyazi Ke Aaqa
Tera Zikre Anwar Sunaate Sunaate.
Tera Zikre Anwar Sunaate Shqrunaate.
Nigahon Me Ho Sabz Gumbad Ke Jalwe
Madine Ko Jaayein Ye Jee Chaahta Hai
Muqaddar Banayein Ye Jee Chaahta Hai.
Madine Ke Aaqa Do Aalam Ke Maula
Tere Paas Aayein Ye Jee Chaahta Hai.
Jahan Dono Aalam Hain Mehve Tamanna
Wahan Sar Jhukayein Ye Jee Chaahta Hai.
Muhammad Ki Baatein Muhammad Ki Seerath
Sunein Aur Sunayein Ye Jee Chaahta Hai.
Dilon Se Jo Nikle Dayaare Nabi Me
Sunein Wo Sadaayein Ye Jee Chaahta Hai.
Pohonch Jaayein Behzad Jab Ham Madine
To Khud Ko Na Paayein Ye Jee Chaahta Hai.
Madine Se Bulawa Aaraha Hai