Ta Soorat -E- Paiwand Jahan Bood Ali Bood
Ta Soorat -E- Paiwand Jahan Bood Ali Bood
Kalaam of Hazrath Shams Tabrez R.a
Ta Soorat -E- Paiwand Jahan Bood Ali Bood
Ta Naqshe Zameen Bood Zamaan Bood Ali Bood.
Shaahe Ke Wasi Bood Wali Bood Ali Bood
Sultane Saqa -O- Karam -O- Jood Ali Bood.
Girah...
Jo Maanga Usko Diya
Aur Na Maanga To Bhi Diya.
Lahad Me Tazkiraye Bu Turaab Kardunga
Sawaal Koi Bhi Ho Lajawab Kardunga
Mere Gunah Ziyada Hain Aye Farishton Magar
Ali Ko Aane Do Saara Hisaab Kardunga.
Aaye Kaabe Me Payambar Ki Himayath Ke Liye
Aankh Kholi To Muhammad Ki Ziyarath Ke Liye
Lab Ko Jumbish Hui Quran Ki Tilawath Ke Liye
Haath Uthaya To Faqat Deen Ki Nusrath Ke Liye
Quwwate Baazue Paighambare Islaam Bane
Ya Ali Tumse Khudayi Ke Bade Kaam Bane.
Yahoodiyon Ko Karamat Ali Ne Dikhlayi
Palat Ke Aagaya Suraj To Ye Sada Aayi.
Rasoolallah Ne Mimbar Par Khade Hokar Ke Farmaya
Meri Ummat Ka Hai Rehbar Ali Haidar Ali Haidar.
Mujh Rind Ko Ek Jaame Ali Kaafi Hai
Waaiz Ko Ye Inaame Wali Kaafi Hai
Waaiz Na Suna Qissaye Jannat Dozakh
Mujhko To Faqat Naame Ali Kaafi Hai.
Sher...
Aan Shaahe Sarfaraz Ke Andar Shabe Meraj
Ba Ahmade Muqthar Yaqeen Bood Ali Bood.
Girah...
Ahmed Ke Ghar Ka Fard Har Ek Lajawab Hai
Shabbir Aaftab Hasan Mahtab Hai
Ab Aur Kya Bayaan Sifat Ahle Bait Ki
Koi Hai Booe Gul To Koi Buturaab Hai.
Sher...
Ham Aadam -O- Ham Shees -O- Ham Ayub -O- Ham Idrees
Ham Yousuf -O- Ham Younus -O- Ham Hood Ali Bood.
Ham Moosa -O- Ham Isaa -O- Ham Khizr -O- Ham Ilyaas
Ham Saalihe Paighambar -O- Dawood Ali Bood.
Aan Lahmuka Lahmi Bishinau Ta Ke Bidani
Aan Yaar Ke O Nafse Nabi Bood Ali Bood.
Khaatam Ke Dar Angushte Sulaimane Nabi Bood
Aan Noore Khudayi Ke Barr -O- Bood Ali Bood.
Chandan Ke Nazar Kardam -O- Deedam Ba Haqiqat
Az Rooe Yaqeen Barhama Maujood Ali Bood.
Az Har Do Jahan Jumla Ze Paida -O- Ze Pinhaan
Shamsul Haqe Tabrez Ze Khud Bood Ali Bood.