Huzoor Jaante Hain

Huzoor Jaante Hain

Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga, Huzoor Jaante Hain
Teri Ataa Se Khudaya, Huzoor Jaante Hain.2
Wo Mominon Ki To Jaanon Se Bhi Qareeb Hue-
Kahan Se Kis Ne Pukara, Huzoor Jaante Hain.7
Mai Laut Aaungi Wallah, Huzoor Jaante Hain.7
Haran Ne Oonth Ne Chidiyon Ne Ki Yehi Faryad(
Ke Unki Gham Ka Madawa, Huzoor Jaante Hain.K
Khuda Ko Dekha Nahi Aur Ek MaanliyaA
Ke Jaante The Sahaba, Huzoor Jaante Hain.

Munafiqon Ka Aqeeda Wo Ghaib Daan NahinA
Sahabiyon Ka Aqeeda, Huzoor Jaante Hain.7
Aye Ilme Ghaib Ke Munkir Khuda Ko Dekha HaiP
ATujhe Bhi Kehna Padega, Huzoor Jaante Hain.7
Khabar Bhi Hai? Ke Khabar Sab Ki Hai Unhe Kab SeP
Ke Jab Na Ab Tha Na Kab Tha, Huzoor Jaante Hain.K
Ke Yaare Ghaar Ka Rutba, Huzoor Jaante Hain.A
Wo Apna Hai Ke Paraya, Huzoor Jaante Hain.F
Nabi Ka Faisla Na Maan Kar Wo Jaan Se GayaK
Mizaj Umar Ka Hai Kaisa, Huzoor Jaante Hain.

Hain Jiske Maula Huzoor Uske Hain Ali MaulaA
Abu Turab Ka Rutba, Huzoor Jaante Hain.

Ye Khud Shaheed Hain Beta Nawasa Potey Shaheed
Ali Ki Shaane Yagana, Huzoor Jaante Hain.2
Mai Unki Baat Karun Ye Nahi Meri Auqaat
Ke Shaane Fatima Zahra, Huzoor Jaante Hain.

Mai Kis Qadar Hoon Kamina, Huzoor Jaante Hain.F
Khuda Hi Jaane Ubaid Unko Hai Pata Kya Kya
Wohi Hai Paikare Sharm -O- Haya Wo Zun'nurain
Maqaam Unki Haya Ka Huzoor Jaante Hain