Ya Nabi Ham Gunahgaaron Ko

Ya Nabi Ham Gunahgaaron Ko

Ya Nabi Ham Gunahgaaron Ko
Darde Furqat Se Ab Jilaa Dena
Ummati Hain Tumhare Shaahe Umam
Sabz Gumbad Hamein Dikha Dena.

Khaake Taiba Mile Lahad Ke Liye
Kaali Kamli Mile Kafan Ke Liye
Waasta Aapke Nawason Ka
Aisi Qismat Meri Bana Dena.

Aap Nabiyon Me Sab Se Aala Hain
Door Rehkar Tumhari Chaukhat Se
Khatm Ek Aap Par Nabuwwat Hain
Ham Faqeeron Ko Ya Rasoolallah
Apni Chaukhat Ka Aasra Dena.

Laaj Rakhna Shahe Zaman Meri
Ashk Aankhon Se Behte Rehte Hain
Aas Ham Bhi Lagaye Baithe Hain
Deed Ki Pyaas Ab Bujha Dena.

Ilteja Hai Qalbe Ishrath Ki
Meri Hasti Ko Khaake Taiba Me
Ya Rasoole Khuda Milaa Dena.

Sajgayi Hai Milad Ki Mehfil
Khadime Ghouse Jali Hoon
Aap To Hain.....Aata Hai Jinko
Aap To Hain Aata Hai Jinko
Aapki Aal Ke Dar Ka Sag Hoon
Saail Hoon Purana.

Chorus.poi..

Aisa Aana Jaana.

Baqshish Ka Bahana.

Khadime Ghouse -E- Jali Hoon
Sabki Laaj Nibhana.

Aye Hasnain Ke Nana
Taiba Me Bulwana.

Ya Nabi Nusqaye Tasqeer Ko Mai Jaan Gaya
Usko Sab Maangaye Aapko Jo Maan Gaya.

Har Makaan Waalon Ko Karta Hua Hairaan Gaya
Laa Makaan Me Mera Paighambare Zeeshan Gaya.

Doobte Doobte Jab Unki Taraf Dhyaan Gaya
Leke Sahil Ki Taraf Khud Mujhe Toofan Gaya.

Ishqe Sarkare Do Aalam Ke Siwa Kuch Bhi Nahi
Zindagi Teri Haqiqath Ko Mai Pehchan Gaya.

Ghaib Ka Jaan'ne Waala Unhe Jab Maine Kaha
Baat Imaan Ki Thi Kufr Bura Maan Gaya.

Jaise Barson Ki Mulaqaat Rahi Ho Unse
Qabr Me Dekhte Hi Mai Unhe Pehchan Gaya.

Naat Goyi Ka Mai Mamnoone Karam Hoon Aijaz
Khuld Me Leke Mujhe Naatiya Deewan Gaya.

Ishqe sarkare do alam ke siwa kuch bhi nahi
Zindagi teri haqeeqat ko mai pehchan gaya
Gaib ka jaan ne wala jo unhe maine kaha
Baat emaan ki thi kufr bura maan gaya
Jaise barson ki mulaqat rahi ho unse
Qabr me dekhte hi mai unhe pehchan gaya
Ya HUSSAIN Idn Aap Par Qurbaan
Ya Nabi nusqaye tasqeer ko mai jaan gaya
Usko sab maan gaye apko jo maan gaya
Har makaan walon ko karta hua hairan gaya
Lamakaan me mera paigambare zeeshan gaya
Doobte doobte jab unki taraf dhyan gaya
Leke sayil ki taraf khud mujhe toofan gaya
Naazey ki nukpar Padta Hua Quraan Gaya..

Naat goi ka mamnone karam ho aijaz
Quld me leke mujhe naatiya dewaan gya
Dubte dubte jab unki taraf dehaan gya
Leke sahil ki taraf khud mujhe tufaan gya
Bas Iraade Se Hi Maujon Ka Hua Kaam Tamaam
Ya Nabi Sab Karam Hai Tumhara
Ye Jo Waare Niaare Hue Hain
Ab Kami Ka Tasawwur Bhi Kaisa
Jab Se Mangte Tumhare Hue Hain.

Door Hone Ko Hai Ab Ye Doori
Unki Choukhat Pe Hogi Huzoori.

Khwab Me Mujhko Aaqa Ke Dar Se
Haazri Ke Ishaare Hue Hain.

Koi Moo Na Lagata Tha Hamko
Paas Tak Na Bithata Tha Hamko
Jab Se Thaama Hai Daman Tumhara
Duniya Waale Hamare Hue Hain.

Unke Darbar Me Jab Bhi Maine
Panjatan Ke Waseele Se Maanga
Mujhko Khairat Fauran Mili Hai
Khoob Mere Guzaare Hue Hain.

Chahta Hai Agar Nek Naami
Aale Zahra Ki Karle Ghulami
Inki Nisbath Se Zahid Niyazi
Pur Sukoon Gham Ke Maare Hue Hain.

Koi Mu Na Lagata Tha Hamko
Jinke Nisbath Se Zahid Niyazi
Hashr Ke Roz Jab Mere Aaqa
Ummati Ki Shafa'at Karenge
Rab Kahega Unhe Maine Baqsha
Jo Deewane Tumhare Hue Hain.

Jab Se ThaaKoima Hai Daman Tumhara
Ya Sab Karam Hai Tumhara
Nabi
Pur Sukoon Gham Ke Maare Hue Hainv .

Ya Sahibal Jamaal Wa Ya Sayyadul Bashar
Dataa Saqi Kareem Yadullah Naamwar
Bandanawaz Badshahe Husno Sar Ba Sar-
Sultane Do Jahan Shahinshahe Behrobar
Bande Pe Apne Meher Ki Hojaaye Ek Nazar.A
Aainae Jamaale Khuda Aapki Nazar-
Har Naqshe Paa Pe Aks Hain Khursheed Aur QamarK
Saane Nahin Hain Aapka Koi Payambar
Mil Kar Padho Durood Shahe Do Jahaan Par
Ishqe Rasoole Paak Meri Zindagi Rahe-
Hubbe Nabi Se Mast Rahoon Bekhudi Rahe-
Kul Kayenaat Se Mujhe Bekangni Rahe-
Har Dam Mujhe Huzoor Se Wabastagi Rahe-
Wirde Zubaan Subho Masaa Bas Yehi Rahe.7
Aye Mazhare Tajalle Anwaare Zuljalaal(
Aye Wajhe Qalqe Har Do Jahane Wo Bemisaal.2
Laa Yunkinus Sanaau Kama Kaana Haqqahu-
Ya Sahibal Jamaal Wa Ya Sayyadul Bashar(