Aamade Mustafa Marhaba
Aamade Mustafa Marhaba
Aamade Mustafa Marhaba Marhaba
Salle Alaa Sayyadi Marhaba.
Wo Sabke Madadgaar Tashreef Laaye.
Sabse hai pyarHai Mehka Hua Jin Se Baaghe Do Aalam
Wohi Jaane Gulzaar Tashreef Laaye.
Jinhe Pyaar Karta Hai Purnam Zamana
Jinhe Sabse Hai Pyaar Tashreef Laaye.
Mustafa Aagaye Mujtaba Aagaye
Jaan Qurban Mere Rehnuma Aagaye
Saare Khushiyan Manaao Charaghan Karo
Dekho Dekho Wo Salle Alaa Aagaye.
Aamade Mustafa Marhaba Marhaba
Salle Alaa Sayyadi Marhaba....
Aaj Paida Hue Sayyade Behrobar
Kufr Tharra Gaya Buth Gire Toot Kar
Noor Chidka Gaya Arsh Se Farsh Tak
Karke Deedar Kehne Lagi Har Nazar.
Laaye Tashreef Jis Dam Habeebe Khuda
Arshiyon Ne Kaha Farshiyon Ne Kaha
Sayyadi Murshadi Ya Nabi Mustafa
Aap Hain Ba Khuda Sayyadul Ambiya.
Kufr Cheekha Rasoole Khuda Aagaye
Waali -E- Do Sara Mustafa Aagaye
Aap Aaye To Aatish Kade Bujhgaye
Be Qaraaron Ko Jaise Qaraar Aagaya.
Katgayi Shaame Furqat Sawera Hua
Dekho Tashreef Le Aaye Khairul Wara
Jinke Jalwon Se Chamkega Ghaare Hira
Do Jahan Milke Padhte Hain Salle Alaa.
Toot Ke Buth Kade Ke Sanam Girgaye
Aap Aaye To Kaabe Ke Din Phir Gaye
Arsh Pe Baarha Ye Khuda Ne Kaha
Aap Laraib Hain Shaahe Arz -O- Sama.
Girah...
Salle Alaa Pukaro Sarkar Aagaye Hain
Utho Aye Be Saharon Sarkar Aagaye Hain
Mehboobe Do Jahan Ki Tazeem Laazmi Hai
Jhukjaao Chand Taaron Sarkar Aagaye Hain.
Aapke Gird Kaaba Raha Ghoomta
Chand Jhoole Me Paaun Raha Choomta
Hoorein Jhoola Jhulati Rahin Aapka
Noor Se Aapne Jag Ko Chamkadiya.
Gham Ke Maaron Ka Aaqa Nabi Aagaya
Be Saharon Ka Daata Nabi Aagaya
Aapne Safri Murdon Ko Zinda Kiya
Aap Shaahe Zaman Maalike Do Sara.
Rasoolon Ke Sardar Tashreef Laaye
Mubarak Ho Sarkar Tashreef Laaye.
Banaya Jinhe Apna Mehboob Haq Ne
Wo Dilbar Wo Dildaar Tashreef Laaye.
Jo Allah Ke Baad Muqthar -E- Kul Hain
Wo Maalik Wo Muqthar Tashreef Laaye.
Jo Din Raat Rote The Ummat Ki Khaatir
Wo Ummat Ke Ghamkhwar Tashreef Laaye.
Madadgaar Hain Jo Zamane Me Sabke