Kaun Samjhega Yahan Dard Hamare

Kaun Samjhega Yahan Dard Hamare

Aao Taiba Ko Chalein Dard Ke Maare Saare.

Ham Faqeeron Ko Jahan Bhi Teri Khushbu Aayi
Bas Wahin Baithgaye Jholi Pasaare Saare.

Kya Kahun Aye Mere Lajpaal Ke Jee Jaanta Hain
Kaise Furqat Me Shab -O- Roz Guzaare Saare.

Ek Nazar Gumbade Khazra Pe Padi Aur Yaksar
Bhoolte Hi Gaye Duniya Ke Nazaare Saare.

Meri Aankhon Ko Yoon Azbar Hai Madina Saara
Jaisa Huffaaz Ko Hon Yaad Sipaare Saare.

Peshe Nazzara Ho Jab Husne Atam Ka Suraj
Phir Nazar Aate Nahi Chand Sitaare Saare.

Tujhpe Qurban Hon Ham Aur Hamare Saare.

Ham Ne As'haab Se Hassan Ye Kehna Seekha
Khaak Mujhme Kamaal Rakha Hai
Mustafa Ne Sambhaal Rakha Hai.

Mere Aibon Pe Daal Kar Parda
Apne Acchon Me Daal Rakha Hai.

Sab Ne Thukra Diya To Kya Parwa
Aapne To Khayaal Rakha Hai.

Unki Rehmath Faqat Nahi Ham Par
Ghair Ka Bhi Khayaal Rakha Hai.

Usko Koi Gira Nahi Sakta
Jisko Tumne Sambhaal Rakha Hai.

Jo Tumhara Nahi Use Ham Ne
Apne Dil Se Nikaal Rakha Hai.

Unke Qadmon Me Maut Aajaye
Bas Yehi Ek Sawaal Rakha Hai.

Tera Aijaaz Kab Ka Marjaata
Tere Tukdon Ne Paal Rakha Hai.

Khaak Suraj Se Andheron Ka Izala Hoga
Aap Aayen To Mere Ghar Me Ujala Hoga.

Hashr Me Unka Har Ek Chahne Waala Hoga
Mere Sarkar Ka Aalam Hi Nirala Hoga.

Ishqe Sarkar Ki Ek Shamma Jalaalo Dil Me
Baad Marne Ke Lahad Me Bhi Ujala Hoga.

Jab Bhi Maango To Waseele Se Unhi Ke Maango
Iss Waseele Se Karam Aur Dubala Hoga.

Hashr Me Hoga Wo Sarkar Ke Jhande Ke Tale
Mere Sarkar Ka Jo Chahne Waala Hoga.

Hashr Me Usko Hi Seene Se Lagayenge Huzoor
Jiss Gunahgaar Ko Har Ek Ne Taala Hoga.

Sila -E- Naate Nabi Paaunga Uss Din Khalid
Wo Karam Dekhna Tum Dekhne Waala Hoga.

Hashr Me Usko Bhi Seene Se Lagayenge Huzoor
Aap Aayen To Mere Ghar Mhe Ujala Hoga.

Aap Aayen To Mere Ghar Mh Ujala Hoga.

Sila -E- Naate Nabi Paaunga Jis Din Khalid
Mere Sarkar Ka Jo Chaahne Waala Hoga.

Aa Nahi Sakta Nazar Jalwaye Sarkar Kabhi
Be Yaqeeni Ka Agar Aankh Me Jaala Hoga.

Kal Wo Sarkar Ke Daman Me Nazar Aayega
Jiske Aibon Ko Zamane Ne Uchaala Hoga.

Sar Jhukayega Wo Sarkar Ke Qadmon Me Zaroor
Jiska Maqsood Bhi Allah Ta'ala Hoga.

Hoga Sairaab Sare Kausar -O- Tasneem Wohi
Jiske Haathon Me Madine Ka Piyaala Hoga.

Har Zarurath Pe Kafalat Ki Nazar Hai Teri
Aur Tujhsa Na Koi Paalne Waala Hoga.

Maahe Taiba Ki Tajalli Bhi Niraali Hogi
Aapke Gird Bhi As'haab Ka Haala Hoga.

Sila -E- Naate Nabi Paayega Jis Din Khalid
LIUUU
Khayal Aata Hai Dil Mein Yeh Gar Huwa Hota
Unhi Ke Daur Me Maine Janam Liya Hota
Woh Chalte Aage Mere Shaan e Dil Rubayi Se
Mai Peeche Unki Sawari Ke Daudhta Hota
Khayal Aata Hai Dil Me Yeh Gar Hua Hota
Mere Bhi Sar Pe Tasalli Ka Haath Rakhte Woh
Yateem Ger Mai Ussi Daur e Paak Ka Hota
Khayal Aata Hai Dil Mein Yeh Ger Huwa Hota
Unhi Ke Daur Mein Maine Janam Liya Hota
Woh Leke Jaate Mujhe Roaz Kaash Sehra Me
Halima Daayi Ki Bakri Hi Bangaya Hota
Khayaal Aata Hai Dil Me Yeh Gar Huwa Hota
Mujhe Bhi Aisi Namazon Ka Ger Sharaf Milta
Mai Unke Ruh e Munawwar Ko Tak Raha Hota
Woh Aake Mere Janaaze Pe Jab Khade Hote
Kafan Hata Ke Mai Unko Hi Tak Raha Hota
Amin e Khashta Ka Uthta Janaaza Taiba Me
Muraad Apni Bichara Yeh Paa Gaya Hota
Khayal Aata Hai Dil Me Yeh Gar Huwa Hota
IUUU
Khayal Aata Hai Dil Mein Yeh Gar Huwa Hota Unhi Ke Daur Me Maine Janam Liya Hota
Woh Chalte Aage Mere Shaan e Dil Rubayi se Mai Peeche Unki Sawari Ke Daudhta Hota
Mere Bhi Sar Pe Tasalli Ka Haath Rakhte woh Yateem Ger Mai Ussi Daur e Paak Ka Hota
Woh Leke Jaate Mujhe Roaz Kaash Sehra me Halima Daayi Ki Bakri Hi Bangaya Hota
Mujhe Bhi Aisi Namazon Ka Ger Sharaf Milta Mai Unke Ruh e Munawwar Ko Tak Raha hota Woh Aake Mere Janaaze Pe Jab Khade HoteKafan Hata Ke Mai Unko Hi Tak Raha Hota
Mujhe Bhi Aisi Namazon Ka Ger Sharaf Milta Mai Unke Ruhe Munawwar Ko Tak Raha hota Woh Aake Mere Janaaze Pe Jab Khade hote Kafan Hata Ke Mai Unko Hi Tak Raha Hota
Amin e Khashta Ka Uthta Janaaza Taiba MeMuraad Apni Bichara Yeh Paa Gaya Hota
Khayal Aata Hai Dil Me Yeh Gar Huwa HotaUnhi Ke Daur Me Maine Janam Liya Hota
Khayaal Aata Hai Dil Me Ye Gar Hua Hota
Unhi Ke Daur Me Maine Janam Liya Hota.

Chalte Aage Mere Shaan e Dil Rubayi Se
Mai Peeche Unki Sawari Ke Daudta Hota.

Mere Bhi Sar Pe Tasalli Ka Haath Rakhte Wo
Yateem Gar Mai Ussi Daur -E- Paak Ka Hota.

Woh Leke Jaate Mujhe Roz Kaash Sehra me Halima Daayi Ki Bakri Hi Bangaya Hota.

Mujhe Bhi Aisi Namazon Ka Gar
Sharaf Milta
Mai Unke Rooe Munawwar Ko Tak Raha Hota.

Woh Aake Mere Janaze Pe Jab Khade Hote
Kafan Hata Ke Mai Unko Hi Tak Raha Hota.

Khasta Ka Uthta Janaza Taiba Me
Muraad Apni Bichara Ye Paa Gaya Hota.

Khayaale Mustafa Hai Aur Mai Hoon
Badi Rangeen Faza Hai Aur Mai Hoon.

Muradein Milrahi Hain Har Qadam Par
Ataaye Mustafa Hai Aur Mai Hoon.

Bina Maange Mujhe Sab Milraha Hai
Karam Sarkar Ka Hai Aur Mai Hoon.

Wajhe Takhleeqe Aalam Mustafa Hain
Ye Sab Kuch Aapka Hai Aur Mai Hoon.

Jidhar Hota Hai Hojaye Zamana
Idhar Salle Alaa Hai Aur Mai Hoon.

Mere Haathon Me Hai Daman Nabi Ka
Yehi Ek Aasra Hai Aur Mai Hoon.

Ba Chashme Nam Hua Haazir Ye Soofi
Dare Khairul Wara Hai Aur Mai Hoon.

Khizaan Se Koi Talab Nahi Hai