Har Saans Se Aati Hai Sada Haaye Madina

Har Saans Se Aati Hai Sada Haaye Madina

Har Saans Se Aati Hai Sada Haaye Madina
Hai Itni Shadeed Ab To Tamannaye Madina.

Isne Bhi Madina Dekhliya
Usne Bhi Madina Dekhliya
Wo Din Bhi To Aaye Mai Bhi Kahun
Maine Bhi Madina Dekhliya.

Aye Baade Saba Paigham Mora
Sultane Madine Ko Deejo.

Koi Parde Chaliyan De
Raste Nai Bhulde Taiba Diyan Galiyan De.

Aaqa Mere Aaqa Mujhe Taiba Me Bulaalo
Sone Nahi Deti Hai Tamannaye Madina.

Khwahish Hai Ke Ab Jaake Na Lautun Mai Wahan Se
Naazish Mujhe Taqdeer Jo Dikhlaaye Madina.

Har Saans Se Aati Hai Sada Haaye Madina