Milad Ki Rut Aayi
Milad Ki Rut Aayi (Sardaar Saleem Sahab)
Milad Ki Rut Aayi Har Dil Pe Khushi Chaayi
Sarkar Ke Aane Se Aalam Me Bahaar Aayi.
Palkon Ke Sitaaron Ko Chaukhat Pe Sajaa Dena
Wo Aane Hi Waale Hain Aye Chashme Tamannayi.
Milad Mubarak Ki Raunaq Hi Niraali Hai
Langar Hain Lage Har Soo Khushiyon Ki Baraat Aayi.
Sarkar Ke Jalwon Ki Khairat Hai Har Jalwa
Milad Ka Sadqa Hai Ye Anjuman Aarayi.
Aaqa Ke Qadam Gin Kar Qurban Karein Daulat
Ye Pyaari Adaa Hamko Usman Ne Sikhlaayi.
Har Saans Manaati Hain Milad Saleem Unka
Ham Log Azal Se Hain Sarkar Ke Shaidaayi.
Mominon Khushiyan Manaao Kamli Waala Aagaya
Mominon Khushiyan Manaao
Kamli Waala Aagaya
Rabbe Sallim Gungunao
Kamli Waala Aagaya.
Chehraye Wal Fajr Se
Dil Ko Aayina Banao
Aur Gesu -E- Wal Layl Se
Jhukgaya Sajde Me Baitullah Bhi Tazeem Ko
Ab Diye Dil Ke Jalaao Kamli Waala Aagaya.
Chand Suraj Aur Sitaaron Kehkashan Ardo Falak
Godh Lekar Haleema Sadiya Ne Yoon Kahan
Azmaton Ke Geet Gaao Kamli Waala Aagaya.
Raushni Apni Badhaao Kamli Waala Aagaya.
Mominon Khushiyan Manao Kamli Waala Aagaya
Rabbe Sallim Gungunao Kamli Waala Aagaya.
Chehraye Wal Fajr Se Aur Gesu -E- Wal Layl Se
Dil Ko Aayina Banao Kamli Waala Aagaya.
a.Qu
De Muqthar Aagaye.
Duniya Ke Taajdaron
Ghar Aamina Ke Hogayi
Khushiyan Da Mela Aagaya
Ham Door Hogaye
Dukhiyan Dilaan De
Chain De Qaraar Aagaye.
Salle Alaa Pukaaro
Sarkar Aagaye Hain
Utho Aye Besaharon
Sarjar Aagaye Hain.
Oo'Zp