Aamade Mustafa Marhaba

Aamade Mustafa Marhaba

Aamade Mustafa Marhaba Marhaba
Salle Alaa Sayyadi Marhaba.

Wo Sabke Madadgaar Tashreef Laaye.

Hai Mehka Hua Jin Se Baaghe Do Aalam
Wohi Jaane Gulzaar Tashreef Laaye.

Jinhe Pyaar Karta Hai Purnam Zamana
Jinhe Sabse Hai Pyaar Tashreef Laaye.

Mustafa Aagaye Mujtaba Aagaye
Jaan Qurban Mere Rehnuma Aagaye
Saare Khushiyan Manaao Charaghan Karo
Dekho Dekho Wo Salle Alaa Aagaye.

Salle Alaa Sayyadi Marhaba....

Aamena Bibi Ke Gulshan Me
Amina Bibi Ke Gulshan Me
Wo Aaya Durre Yateem
Pyaari Surath Hasta Chehra
Haq Ka Pyaara Rasool
Do Jag Ke Sultan.

Awwal -O- Aakhir Sab Kuch Jaane
Dekhe Ba'eedo Qareeb
Hamid -O- Mahmood Aur Muhammad
Jibreel Aaye Jhoola Jhulane
Lori De Zeeshan
Soja Soja Rehmate Aalam
Aaya Durre Yateem
Sahibe Khulqe Azeem.

Yaseen -O- Taha Kamli Waala
Quran Ki Tafseer
Awwal -O-Aakhir Sab Kuch Jaane
Ghaib Ki Khabrein Dene Waala
Allah Ka Wo Habeeb.

Door Balayein Karne Waala
Ummat Ka Ghamkhwaar
Rehmath Ki Sarkaar.

Kufr -O- Shirk Ki Kaali Ghatayein
Hogayin Saari Door
Hogaya Noor Hi Noor.

Mu Pe Naqaabe Taha Daale
Sar Pe Hain Najma Ke Phool
Inna Fatahna
Ke Haar Gale Me
Pehne Janabe Rasool.

Amjad Ka Dil Mutthi Me Lekar
Soye Ho Kyun Anjaan
Nanhe Qadmon Par Sar Ko Rakhkar
Hojaun Mai Qurban.

Aayi Hai Taaza Bahaar
Aaj Daro Deewar.

Padhte Hain Sallallahu Wasallam
Baara Rabbiul Awwal Ko Wo
Maahe Nabuwwat Mehre Risalath
Haq Ka Pyaara Rasool.

Aaya Siraje Muneer.

ZIyu
Lori De Rahman
Aamena Bibi Ke Gulshan Me (Hz Amjad Hyderabadi R.a)
Awwal -O-Aakhir, Sab Kuch Jaane
Koi Bhi Tum Sa Haseen Aye Mere Maahe Mubee
Aagaya Wo Noor Waala Jiski Oonchi Shaan Hai
Aur Taare
Dhoomein MachatCharon Taraf Noor Chaaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Khushiyon Ka Paigham Laaya
Aaqa Ka Milad Aaya.

Shamso Qamar
Charon Taraf Noor Chaaya
Shams -O- Qamar Aur Taare
Kyun Na Hon Khush Aaj Saare
Khusiyan Manaate Hain Wohi
Dhoomein Machate Hain Wohi
Naara Usi Ne Lagaya
kiMuqthare Kul Maane Jo Unhe
Muqtaare Kul Maane Jo Unhe
Aye Baade Saba Chal Naat Suna
Jab Arsh Se Farsh Tak Aane Ka
Sarkar Ki Aamad Marhaba
Purnoor Fiza Deti Hai Sada
Sarkar Ki Aamad Marhaba.

Rizwane Jinan Hairaan Hai Kyun
Aati Hai Sadaye Ghaib Yehi
Malakoot Bula Pindaal Saja
Ayyub Naqabat Karte Hain
Dawood Manaqib Padhte Hain
Jibreel Zara Naara To Laga
Ek Janib Hai Ghilmaan Khade
Ek Simt Qatarein Hooron
Sare Arsho Ulaa Ek Shor Utha
Sarkar Iraada Kar Baithe
Dharti Ne Kaha Hai Bakht Mera
Aye Teergi Tu Jaa Tere Jaane Ka