Ba Khuda Ali Sa Banda Na Hua Na Hai
Ba Khuda Ali Sa Banda Na Hua Na Hai
Ba Khuda Ali Sa Banda Na Hua Na Hai Na Hoga
Koi Phir Haram Me Paida Na Hua Na Hai Na Hoga.
Dulha Khuda Ke Ghar Ka Dulhan Nabi Ke Ghar Ki
Duniya Me Aisa Rishta Na Hua Na Hai Na Hoga.
Jisko Mila Hai Bistar Aur Mustafa Ki Dukhtar
Aisa Naseeb Waala Na Hua Na Hai Na Hoga.
Naame Ali Se Sadma Pohoncha Jo Khaarji Ko
Jaise Ali Jee Chahein Waise Hazeen Ko Rakhkhe
Naukar Ko Koi Shikwa Na Hua Na Hai Na Hoga.
Ummat Me Koi Maula Na Hua Na Hai Na Hoga.
Badar Ton Leke Khandaq Khaibar
Chorus...
Bas Ali Ka Saath Hamko Do Jahan Se Pyaara Hai
Ye Hai To Sab Hamara Hai
Wo Shabe Hijrath Teghon Ke Saaye Me
Sukoon Se So Raha Hai
Kehrahe Hain Sab Jaise Payambar Hon
Gumaan Ye Horaha Hai
Noor Ne Bistar Pe Apne Noor Ko Sulaya Hai.
Mushkilen Meri Pad Jaaye Mushkil Me
Agar Raahon Me Aaqye
Meri Kashti Se Toofan Jo Takraaye
To Khud Hi Doob Jaaye.
Meri Kashti Par Ali Mushkil Kusha Ka Saaya Hai.
Unki Ulfath Ki Daulath Mili Hamko
Jo Jeena Raaz Aaya
Hubbe Haidar Ke Pyaale Piye Hamne
Jo Imaan Jagmagaya
Ishq Haidar Ka Hame To Jaan Se Bhi Pyaara Hai.
Hai Ayaaz Apne Khwaja Moin Ki
Dilon Par Hukmaraani
Apne To Apne Ghairon Ko Bhi Dena
Hai Aadat Khandaani
Mera Khwaja To Ali Maula Ke Jaisa Daata Hai.
Bas Ali Ka Saath Hamko Do Jahan
Unki Aamad Par Kehna Muhammad Ka
Ali Hain Wo Ali Hain
Aaj Kaabe Me Maulood Hain Logon
Nishaani Kehrahi Hai
Unki Aamad Par Khuda Ka Ghar Bhi Muskuraya Hai.
Azmatein Hongi Unki Bayaan Kaise
Ye Jinka Martaba Hai
Jinke Bete Hain Sardaar Jannat Ke
Dulhan Khairun Nisa Hai
Jiska Mai Maula Uska Ali Maula
Wo Ali Maula Ke Jinka Ghar Ka Ghar Hi Maula Hai.
Ye Farmane Nabi Hai
Bolta Quran Sultan Waliyon Ka
Ali Jaane Nabi Hai
Mustafa Ke Baad Haidar Hamko Jag Se Pyaara Hai.
Ye Hussain Ibne Haidar Ne Bachpan Me
Kaha Khairul Wara Se
Haan Mere Nana Sab Kuch Luta Kar Bhi
Zameen ne Karbala Me
Mai Bachaunga Khuda Ke Deen Ko Ye Waada Hai.
Jo Jeena Raas Aaya
Zameene Karbala Me
Wo Shabe Hijrath Teghon Ke Saaye ki Me
Wo Shabe Hijrath Teghon Ke Saaye Me-
Agar Raahon Me Aaye
Sukoon Se Wo So Raha Hai
Aaj Kaabe Me Maulood Hai Logon
Aye Ayaaz Apne Khwaja Moin Ki
Hai Aadath Khandaani
Sukoon Se So Raha Haai
Bol Raha Hai Tan Man Saara Ali Ali